O pavan veg se urne vaale ghore tujh pe savaar hai jo

ओ पवन वेग से उड़ने वाले घोड़े तुझ पे सवार है जो
Work
Year
Language

ओ पवन वेग से उड़ने वाले घोड़े
तुझ पे सवार है जो, मेरा सुहाग है वो
रखियो रे आज उनकी लाज हो, ओ पवन …

1) तेरे कंधों पर आज भार है मेवाड़ का
करना पड़ेगा तुझको सामना पहाड़ का
हलदी घाटी नहीं है काम कोई खिलवाड़ का
देना जवाब वहाँ शेरों की दहाड़ का
घड़ियां तूफ़ान की हैं
तेरे इम्तहान की हैं
रखियो रे आज उनकी लाज हो, ओ पवन …

2) छक्‌के छुड़ाना देना तू दुश्मनों की चाल के
उनकी छाती पे चढ़ना पाँव तू उछाल के
लाना सुहाग मेरा वापस तू सम्भाल के
तेरे इतिहास में अक्‌शर होंगे गुलाल के
चेतक महान है तू
बिजली की बान है तू
रखियो रे आज उनकी लाज हो, ओ पवन …

o pavan veg se uṛne vāle ghoṛe
tujh pe savār hai jo, merā suhāg hai vo
rakhiyo re āj unkī lāj ho, o pavan …

1) tere kaṅdhoṅ par āj bhār hai mevāṛ kā
karnā paṛegā tujhko sāmnā pahāṛ kā
haldī ghāṭī nahīṅ hai kām koī khilvāṛ kā
denā javāb vahāṇ śheroṅ kī dahāṛ kā
ghaṛiyāṅ tūfān kī haiṅ
tere imthān kī haiṅ
rakhiyo re āj unkī lāj ho, o pavan …

2) chhak‌ke chhuṛānā denā tū duśhmnoṅ kī chāl ke
unkī chhātī pe chaṛhnā pāṇv tū uchhāl ke
lānā suhāg merā vāpas tū sambhāl ke
tere itihās meṅ ak‌śhar hoṅge gulāl ke
chetak mahān hai tū
bijlī kī bān hai tū
rakhiyo re āj unkī lāj ho, o pavan …