ओ ओ ये दिल ले कर नज़राना आ गया तेरा दीवाना
मु: ओ ओ ये दिल ले कर नज़राना आ गया तेरा दीवाना
दिलबर जानी न देना दिल तोड़ तोड़ तोड़
आ: ये प्यार है गहरा सागर है डूब के तुझको जाना
दिलबर जानी जा जा रे पल्ला छोड़ छोड़ छोड़
ओ ओ नस-नस में है बिजली कहीं जल ना जाना
को: कहीं जल ना जाना जल ना जाना
आ: सोच समझकर हमसे ज़रा दिल टकराना
को: ज़रा दिल टकराना दिल टकराना
आ: राह प्यार की बड़ी कठिन है कहाँ चला मर जाने
ओ दिलबर जानी जा जा रे …
मु: टूट पड़े यह बिजली तो क़िस्मत चमके
को: अरे क़िस्मत चमके क़िस्मत चमके
मु: आग में तप कर सोना और भी दमके
को: अरे और भी दमके और भी दमके
मु: हार-जीत की बात प्यार में चली किसे समझाने
ओ दिलबर जानी न देना …
mu: o o ye dil le kar nazrānā ā gayā terā dīvānā
dilbar jānī na denā dil toṛ toṛ toṛ
ā: ye pyār hai gahrā sāgar hai ḍūb ke tujhko jānā
dilbar jānī jā jā re pallā chhoṛ chhoṛ chhoṛ
o o nas-nas meṅ hai bijlī kahīṅ jal nā jānā
ko: kahīṅ jal nā jānā jal nā jānā
ā: soch samajhkar hamse zarā dil ṭakrānā
ko: zarā dil ṭakrānā dil ṭakrānā
ā: rāh pyār kī baṛī kaṭhin hai kahāṇ chalā mar jāne
o dilbar jānī jā jā re …
mu: ṭūṭ paṛe yah bijlī to qismat chamke
ko: are qismat chamke qismat chamke
mu: āg meṅ tap kar sonā aur bhī damke
ko: are aur bhī damke aur bhī damke
mu: hār-jīt kī bāt pyār meṅ chalī kise samjhāne
o dilbar jānī na denā …