O o teree aankhon men pyaar maine dekh liyaa

ओ ओ तेरी आँखों में प्यार मैने देख लिया
Year
Language

र: ओ ओ तेरी आँखों में प्यार मैने देख लिया गोरी तू लाख छुपा
ल: तू भी है बेक़रार मैने देख लिया सैंया न बात बना

र: झुकी-झुकी पलकें उठाओ ज़रा गोरी
ल: अँखियाँ न डालो सैंया अँखियों में मोरी
र: अब तो मैं जान गया गोरी तेरी चोरी
तेरी आँखों में प्यार …

ल: धीरे-धीरे चलना ये राहें अनजानी
र: बचपन बीता कैसे बीतेगी जवानी
ल: मैं हूँ नादान मैं न जानी ये कहानी
तू भी है बेक़रार …

र: काहे तेरी बतियाँ लगे हैं बड़ी प्यारी
ल: मैने भी तेरे लिए सुध है बिसारी
र: इसको ही प्यार कहे दुनिया ये सारी
तेरी आँखों में प्यार …

ra: o o terī āṇkhoṅ meṅ pyār maine dekh liyā gorī tū lākh chhupā
la: tū bhī hai beqrār maine dekh liyā saiṅyā na bāt banā

ra: jhukī-jhukī palkeṅ uṭhāo zarā gorī
la: aṇkhiyāṇ na ḍālo saiṅyā aṇkhiyoṅ meṅ morī
ra: ab to maiṅ jān gayā gorī terī chorī
terī āṇkhoṅ meṅ pyār …

la: dhīre-dhīre chalnā ye rāheṅ anjānī
ra: bachapan bītā kaise bītegī javānī
la: maiṅ hūṇ nādān maiṅ na jānī ye kahānī
tū bhī hai beqrār …

ra: kāhe terī batiyāṇ lage haiṅ baṛī pyārī
la: maine bhī tere lie sudh hai bisārī
ra: isko hī pyār kahe duniyā ye sārī
terī āṇkhoṅ meṅ pyār …