ओ नीले पर्बतों की धारा
आयी ढूँढने किनारा बड़ी दूर से
सब को सहारा चाहिये
कोई हमारा चाहिये
फूल में जैसे फूल की खुशबू
दिल में है यूँ तेरा बसेरा
धरती से अम्बर तक फैला
चाहत की बाहों का घेरा
ओ नीले पर्बतों की धारा …
सूरज पीछे घूमे धरती
साँझ के पीछे घूमे सवेरा
जिस नाते ने इन को बाँधे
वो नाता है तेरा मेरा
ओ नीले पर्बतों की धारा …
o nīle parbtoṅ kī dhārā
āyī ḍhūṇḍhne kinārā baṛī dūr se
sab ko sahārā chāhiye
koī hamārā chāhiye
phūl meṅ jaise phūl kī khuśhbū
dil meṅ hai yūṇ terā baserā
dhartī se ambar tak phailā
chāhat kī bāhoṅ kā gherā
o nīle parbtoṅ kī dhārā …
sūraj pīchhe ghūme dhartī
sāṇjh ke pīchhe ghūme saverā
jis nāte ne in ko bāṇdhe
vo nātā hai terā merā
o nīle parbtoṅ kī dhārā …