ओ नन्हे से फरिश्ते, तुझ से ये कैसा नाता
ओ नन्हे से फरिश्ते, तुझ से ये कैसा नाता
कैसे ये दिल के रिश्ते
तुझे देखने को तरसे क्यो हर घड़ी निगाहें
बेचैन सी रहती हैं तेरे लिए ये बाहें
मुझे खुद पता नहीं है मुझे तुझसे प्यार क्यों है
नाजुक सा फूल है तू किसी और के चमन का
खुशबू से तेरी महके क्यों बाग मेरे मन का
मेरी जिंदगी में छाई तुझ से बहार क्यों है
तू कुछ नहीं है मेरा, फिर भी ये तड़प कैसी
तुझे देखते ही खून में, उठती है क्यो लहर सी
हर वक्त मुझ को रहता, तेरा इंतजार क्यों है
o nanhe se phariśhte, tujh se ye kaisā nātā
kaise ye dil ke riśhte
tujhe dekhne ko tarse kyo har ghaṛī nigāheṅ
bechain sī rahtī haiṅ tere lie ye bāheṅ
mujhe khud patā nahīṅ hai mujhe tujhse pyār kyoṅ hai
nājuk sā phūl hai tū kisī aur ke chaman kā
khuśhbū se terī mahke kyoṅ bāg mere man kā
merī jiṅdgī meṅ chhāī tujh se bahār kyoṅ hai
tū kuchh nahīṅ hai merā, phir bhī ye taṛap kaisī
tujhe dekhte hī khūn meṅ, uṭhtī hai kyo lahar sī
har vakt mujh ko rahtā, terā iṅtjār kyoṅ hai