O mujhe teree chaahat ke ... dil men aag lagaae

ओ मुझे तेरी चाहत के ... दिल में आग लगाए
Work
Year
Language

ओ मुझे तेरी चाहत के ग़म की क़सम
ज़माने की हर एक क़सम की क़सम
मैं तेरे लिए हूँ तू मेरे लिए
सितमगर तेरे हर सितम की क़सम

दिल में आग लगाए सावन का महीना
नहीं जीना नहीं जीना तेरे बिन नहीं जीना
तूने मुझे जो ज़ख़्म दिए उन ज़ख़्मों को नहीं सीना
नहीं जीना …

इस दिल से अरमान ये निकले एक ही घूँट में जान ये निकले
ज़हर जुदाई वाला घूँट-घूँट नहीं पीना
नहीं जीना …

ये तेरी यादों का मौसम प्यार भरे वादों का मौसम
इस मौसम के बिछड़े शायद मिलें कभी ना
नहीं जीना …

इश्क़ इबादत इश्क़ है पूजा इश्क़ ख़ुदा का नाम है दूजा
ये दिल मथुरा काशी काबा और मदीना
नहीं जीना …

o mujhe terī chāhat ke ġham kī qasam
zamāne kī har ek qasam kī qasam
maiṅ tere lie hūṇ tū mere lie
sitamgar tere har sitam kī qasam

dil meṅ āg lagāe sāvan kā mahīnā
nahīṅ jīnā nahīṅ jīnā tere bin nahīṅ jīnā
tūne mujhe jo zakhm die un zakhmoṅ ko nahīṅ sīnā
nahīṅ jīnā …

is dil se armān ye nikle ek hī ghūṇṭ meṅ jān ye nikle
zahar judāī vālā ghūṇṭ-ghūṇṭ nahīṅ pīnā
nahīṅ jīnā …

ye terī yādoṅ kā mausam pyār bhare vādoṅ kā mausam
is mausam ke bichhaṛe śhāyad mileṅ kabhī nā
nahīṅ jīnā …

iśhq ibādat iśhq hai pūjā iśhq khudā kā nām hai dūjā
ye dil mathurā kāśhī kābā aur madīnā
nahīṅ jīnā …