ओ मेरी महबूबा ... तुझे जाना है तो जा
( ओ मेरी ( महबूबा ) -3
तुझे जाना है तो जा तेरी मर्ज़ी मेरा क्या
पर देख तू जो रूठ कर चली जाएगी
तेरे साथ ही मेरे मरने की ख़बर आएगी ) -2
जो भी हो मेरी इस प्रेम-कहानी का -2
पर क्या होगा तेरी मस्त जवानी का
आशिक़ हूँ मैं तेरे दिल में रहता हूँ
अपनी नहीं मैं तेरे दिल की कहता हूँ
तौबा-तौबा फिर क्या होगा
कि बाद में तू इक रोज़ पछताएगी
ये रुत प्यार की जुदाई में ही गुज़र जाएगी
ओ मेरी महबूबा …
तेरी चाहत मेरा चैन चुराएगी -2
लेकिन तुझको भी तो नींद ना आएगी
मैं तो मर जाऊँगा लेकर नाम तेरा
नाम मगर कर जाऊँगा बदनाम तेरा
तौबा-तौबा फिर क्या होगा
कि याद मेरी दिल तेरा तड़पाएगी
मेरे जाते ही तेरे आने की ख़बर आएगी
ओ मेरी महबूबा …
दीवाना मस्ताना मौसम आया है -2
ऐसे में तूने दिल को तरसाया है
माना अपनी जगह पे तू भी क़ातिल है
पर यारों से तेरा बचना मुश्किल है
तौबा-तौबा फिर क्या होगा
फिर प्यार में नज़र जब टकराएगी
तड़पती हुई मेरी जान तू नज़र आएगी
ओ मेरी महबूबा …
( o merī ( mahbūbā ) -3
tujhe jānā hai to jā terī marzī merā kyā
par dekh tū jo rūṭh kar chalī jāegī
tere sāth hī mere marne kī khabar āegī ) -2
jo bhī ho merī is prem-kahānī kā -2
par kyā hogā terī mast javānī kā
āśhiq hūṇ maiṅ tere dil meṅ rahtā hūṇ
apnī nahīṅ maiṅ tere dil kī kahtā hūṇ
taubā-taubā phir kyā hogā
ki bād meṅ tū ik roz pachhtāegī
ye rut pyār kī judāī meṅ hī guzar jāegī
o merī mahbūbā …
terī chāhat merā chain churāegī -2
lekin tujhko bhī to nīṅd nā āegī
maiṅ to mar jāūṇgā lekar nām terā
nām magar kar jāūṇgā badnām terā
taubā-taubā phir kyā hogā
ki yād merī dil terā taṛpāegī
mere jāte hī tere āne kī khabar āegī
o merī mahbūbā …
dīvānā mastānā mausam āyā hai -2
aise meṅ tūne dil ko tarsāyā hai
mānā apnī jagah pe tū bhī qātil hai
par yāroṅ se terā bachnā muśhkil hai
taubā-taubā phir kyā hogā
phir pyār meṅ nazar jab ṭakrāegī
taṛaptī huī merī jān tū nazar āegī
o merī mahbūbā …