O meree jaan, o meree jaan, ab naheen rahnaa tere binaa

ओ मेरी जान, ओ मेरी जान, अब नहीं रहना तेरे बिना
Year
Language

आशा: ओ मेरी जान, ओ मेरी जान
अब नहीं रहना तेरे बिना

हारी मैं तुझसे, मुँह फेर के
आँखें खुली पर, ज़रा देर से
कोई मेरा, तुझसा कहाँ
अब नहीं रहना तेरे बिना

तू है तो ठोकर, खा लुँगी मैं
कांटों में जीवन, बिता लूँगी मैं
ले चल मुझे, चाहे जहाँ
अब नहीं रहना तेरे बिना

शैलेन्द्र: जिस दिन से देखा, यारा तुझे
मंज़िल मंज़िल पुकारा तुझे
तेरे सिवा, जाना कहाँ
अब नहीं रहना तेरे बिना

āśhā: o merī jān, o merī jān
ab nahīṅ rahnā tere binā

hārī maiṅ tujhse, muṇh pher ke
āṇkheṅ khulī par, zarā der se
koī merā, tujhsā kahāṇ
ab nahīṅ rahnā tere binā

tū hai to ṭhokar, khā luṇgī maiṅ
kāṅṭoṅ meṅ jīvan, bitā lūṇgī maiṅ
le chal mujhe, chāhe jahāṇ
ab nahīṅ rahnā tere binā

śhailendr: jis din se dekhā, yārā tujhe
maṅzil maṅzil pukārā tujhe
tere sivā, jānā kahāṇ
ab nahīṅ rahnā tere binā