ओ मेरे दूल्हे राजा बाजे गलियों में बाजा
ओ मेरे दूल्हे राजा बाजे गलियों में बाजा
मिलने ससुराजी तेरे आए रे
ले के आई तिलक है समधन
समधी ले के आए हैं तन मन धन
बाजे गलियों में बाजा आज रे
क्या मैं बताऊं कैसे हैं तेरे ससुराजी
मुंह से निकल न जाए कोई गाली
हो दुल्हन की अम्मा यही मोटे नखरे वाली
दुल्हन की भाभी एक number कम वाली
दुल्हन की है जो बहना वाह जी वाह क्या उसका कहना
क्या मैं बताऊं कुछ न कहा जाए रे
ले के आई तिलक है …
दूल्हे राजा हैं कैसे तेरे घरवाले
क्यों तूने हैं मुस्टंडे पाले
अरे बाप उठाईगिरा चाचा है भिखारी
भाई लफ़ंगा बहना बदसूरत बेचारी
और जो है तेरी मइया उसकी क्या बोलूं भइया
भैंसों का जैसे चारा खाए रे
ओ ले के आई तिलक है …
हे दूल्हे राजा तुम ये लड़ाई रुकवा दो
दोनों घरों के लोगों को ये समझा दो
दूल्हे दुल्हन को सब मिल के दुआ दो
जुग जुग जिएं ये दोनों फूलें फलें ये दोनों
घर खुशियों से भर जाए रे
हो ले के आई तिलक है …
o mere dūlhe rājā bāje galiyoṅ meṅ bājā
milne sasurājī tere āe re
le ke āī tilak hai samdhan
samdhī le ke āe haiṅ tan man dhan
bāje galiyoṅ meṅ bājā āj re
kyā maiṅ batāūṅ kaise haiṅ tere sasurājī
muṅh se nikal na jāe koī gālī
ho dulhan kī ammā yahī moṭe nakhre vālī
dulhan kī bhābhī ek number kam vālī
dulhan kī hai jo bahnā vāh jī vāh kyā uskā kahnā
kyā maiṅ batāūṅ kuchh na kahā jāe re
le ke āī tilak hai …
dūlhe rājā haiṅ kaise tere gharvāle
kyoṅ tūne haiṅ musṭaṅḍe pāle
are bāp uṭhāīgirā chāchā hai bhikhārī
bhāī lafaṅgā bahnā badsūrat bechārī
aur jo hai terī maiyā uskī kyā bolūṅ bhaiyā
bhaiṅsoṅ kā jaise chārā khāe re
o le ke āī tilak hai …
he dūlhe rājā tum ye laṛāī rukvā do
donoṅ gharoṅ ke logoṅ ko ye samjhā do
dūlhe dulhan ko sab mil ke duā do
jug jug jieṅ ye donoṅ phūleṅ phaleṅ ye donoṅ
ghar khuśhiyoṅ se bhar jāe re
ho le ke āī tilak hai …