ओ मेरे दिल के चैन, चैन आये मेरे दिल को दुआ कीजिये
ओ मेरे, दिल के चैन,
चैन आए मेरे दिल को दुआ कीजिये
अपना ही साया देख के तुम जाने जहाँ शरमा गए
अभी तो ये पहली मंज़िल है, तुम तो अभी से घबरा गए
मेरा क्या होगा, सोचो तो जरा
हाय ऐसे ना आँहें भरा कीजिये
ओ मेरे दिल के चैन …
आपका अरमाँ आपका नाम, मेरा तराना और नहीं
इन झुकती पलको के सिवा, दिल का ठिकाना और नहीं
जंचता ही नहीं आँखो में कोई
दिल तुमको ही चाहे तो क्या कीजिये
ओ मेरे दिल के चैन …
यूँ तो अकेला ही अक़सर, गिर के सम्भल सकता हूँ मैं
तुम जो पकड़ लो हाथ मेरा, दुनिया बदल सकता हूँ मैं
मांगा है तुम्हें दुनिया के लिये
अब ख़ुद ही सनम फ़ैसला कीजिये
ओ मेरे दिल के चैन …
o mere, dil ke chain,
chain āe mere dil ko duā kījiye
apnā hī sāyā dekh ke tum jāne jahāṇ śharmā gae
abhī to ye pahlī maṅzil hai, tum to abhī se ghabrā gae
merā kyā hogā, socho to jarā
hāy aise nā āṇheṅ bharā kījiye
o mere dil ke chain …
āpkā armāṇ āpkā nām, merā tarānā aur nahīṅ
in jhuktī palko ke sivā, dil kā ṭhikānā aur nahīṅ
jaṅchtā hī nahīṅ āṇkho meṅ koī
dil tumko hī chāhe to kyā kījiye
o mere dil ke chain …
yūṇ to akelā hī aqsar, gir ke sambhal saktā hūṇ maiṅ
tum jo pakaṛ lo hāth merā, duniyā badal saktā hūṇ maiṅ
māṅgā hai tumheṅ duniyā ke liye
ab khud hī sanam faislā kījiye
o mere dil ke chain …