ओ मेरे ढोलना ओ मेरे साजना ... मैं तेरी हो गई
हो हो हो आ आ
ओ मेरे ढोलना ओ मेरे साजना
मैं तेरी हो गई इशक़ विच खो गई
ओ मेरे ढोलना ओ मेरे साजना
मैं तेरा हो गया इशक़ विच खो गया
कसम लूं मैं रब की कसम ले तू रब की
कभी इक दूजे का न दामन छोड़ना
ओ मेरे ढोलना
मेरा दिलबर सोणा है सोणे को ना खोना है ओ
इन बाहों में जीना है मिल के जुदा ना होना है
ज़रा सी खुशियां हैं ज़रा सा ग़म भी है
समझ के जान-ए-मन ये नाता जोड़ना
ओ मेरे ढोलना
मैं राजा तू रानी हो ऐसी प्रेम कहानी हो
ओ होंठों पे मुस्कानें हों आँखों में ना पानी हो
तू दिल में रहती है ये धड़कन कहती है
कहा जो भी तूने वो फिर से बोल ना
ओ मेरे ढोलना
मैं तेरी हो गई …
ho ho ho ā ā
o mere ḍholnā o mere sājnā
maiṅ terī ho gaī iśhaq vich kho gaī
o mere ḍholnā o mere sājnā
maiṅ terā ho gayā iśhaq vich kho gayā
kasam lūṅ maiṅ rab kī kasam le tū rab kī
kabhī ik dūje kā na dāman chhoṛnā
o mere ḍholnā
merā dilbar soṇā hai soṇe ko nā khonā hai o
in bāhoṅ meṅ jīnā hai mil ke judā nā honā hai
zarā sī khuśhiyāṅ haiṅ zarā sā ġham bhī hai
samajh ke jān-e-man ye nātā joṛnā
o mere ḍholnā
maiṅ rājā tū rānī ho aisī prem kahānī ho
o hoṅṭhoṅ pe muskāneṅ hoṅ āṇkhoṅ meṅ nā pānī ho
tū dil meṅ rahtī hai ye dhaṛkan kahtī hai
kahā jo bhī tūne vo phir se bol nā
o mere ḍholnā
maiṅ terī ho gaī …