O mere chhailaa pyaar ko tarse ye teree lailaa

ओ मेरे छैला प्यार को तरसे ये तेरी लैला
Work
Year
Language

ओ मेरे छैला प्यार को तरसे ये तेरी लैला
छोड़ ये शरम तुझको है कसम
दिल में हैं अरमां गरमा गरम
ओ छैला …

आरज़ू है यही तुझको मैं करीब से देखूं
तेरा रूप ठंडी धूप ठंडी धूप से आँखें सेकूं
प्यार तू मुझसे करता है सामने आ क्‌यूं डरता है
कर दे हम पर करम
छोड़ ये शरम …

जैसे तुम वैसे हम अपने जैसी दुनिया सारी
मेरे यार ये है प्यार इसमें क्‌या पर्दा डालूं
सीने पे सर रख देंगे बाहों में हम भर लेंगे
प्यार हम करेंगे जनम जनम
छोड़ ये शरम …

ओ मेरी लैला mood में आ गया तेरा छैला
जाओ ना सनम
छोड़ के शरम …

o mere chhailā pyār ko tarse ye terī lailā
chhoṛ ye śharam tujhko hai kasam
dil meṅ haiṅ armāṅ garmā garam
o chhailā …

ārazū hai yahī tujhko maiṅ karīb se dekhūṅ
terā rūp ṭhaṅḍī dhūp ṭhaṅḍī dhūp se āṇkheṅ sekūṅ
pyār tū mujhse kartā hai sāmne ā k‌yūṅ ḍartā hai
kar de ham par karam
chhoṛ ye śharam …

jaise tum vaise ham apne jaisī duniyā sārī
mere yār ye hai pyār ismeṅ k‌yā pardā ḍālūṅ
sīne pe sar rakh deṅge bāhoṅ meṅ ham bhar leṅge
pyār ham kareṅge janam janam
chhoṛ ye śharam …

o merī lailā mood meṅ ā gayā terā chhailā
jāo nā sanam
chhoṛ ke śharam …