ओ मेरा दिल ओ मेरी जाँ चाहे ले ले
ओ मेरा दिल ओ मेरी जाँ चाहे ले ले
इक प्यार ज़रा सा दे दे
ये पहली पहली चाहत
ये बहकी बहकी हालत
तू फूल है मैं हूँ रंगत
ये झूमे झूमे जन्नत
प्यार की ये परी तेरे दर पे खड़ी
आ इधर ओ जादूगर मतवाले
ला इश्क़ की दुनिया दे दे
मेरा दिल ओ मेरी जाँ …
अन्मोल खुशी के लड़ियाँ
मुश्किल से मिले ये घड़ियाँ
दो रोज़ के ये अफ़साने
कल क्या हो ख़ुदा ही जाने
महरबाँ नौजवां
ये समा फिर कहाँ
जान-ए-मन मेरा बन अलबेले
तू झूम के हाँ तो कह दे
ओ मेरा दिल मेरी जाँ …
o merā dil o merī jāṇ chāhe le le
ik pyār zarā sā de de
ye pahlī pahlī chāhat
ye bahkī bahkī hālat
tū phūl hai maiṅ hūṇ raṅgat
ye jhūme jhūme jannat
pyār kī ye parī tere dar pe khaṛī
ā idhar o jādūgar matvāle
lā iśhq kī duniyā de de
merā dil o merī jāṇ …
anmol khuśhī ke laṛiyāṇ
muśhkil se mile ye ghaṛiyāṇ
do roz ke ye afsāne
kal kyā ho khudā hī jāne
maharbāṇ naujvāṅ
ye samā phir kahāṇ
jān-e-man merā ban albele
tū jhūm ke hāṇ to kah de
o merā dil merī jāṇ …