ओ मारी कोयल ने ऐसी कूक ... माहिया मैंनू याद आ गया
ज: ओ मारी कोयल ने ऐसी कूक -2
माहिया मैंनू याद आ गया
हाय माहिया मैंनू याद आ गया
हो मेरे दिल में उठी एक हूक -2
माहिया मैंनू याद आ गया -2
स: यादों की चली बन्दूक
हो यादों की चली बन्दूक
माहिया मैंनू याद आ गया
मारी कोयल ने ऐसी कूक -2
माहिया मैंनू याद आ गया
ज: हो मेरे दिल में उठी एक हूक
माहिया मैंनू याद आ गया -2
स: ( गलियों से गीत गाते ग़ुज़रे बंजारे
दुनिया में सारे इस इश्क़ दे मारे ) -2
कोई आशिक़ हाय कोई आशिक़ हाय कोई आशिक़ ते कोई माशूक़
माहिया मैंनू याद आ गया
हाय माहिया मैंनू याद आ गया
ज: ( बन्द थीं जिस में मेरी सारी मजबूरियाँ
जिस में रखे थे सारे ग़म सारी चूड़ियाँ ) -2
आज खोला ओ हो आज खोला ओ ओ आज खोला जो वो सन्दूक
माहिया मैंनू याद आ गया
स: यादों की चली बन्दूक
ओ यादों की चली बन्दूक
माहिया मैंनू याद आ गया
ज: हो मारी कोयल ने ऐसी कूक
माहिया मैंनू याद आ गया
स: माहिया मैंनू याद आ गया
ज: ना मैं बेवफ़ा ना उसने की बेवफ़ाई
स: ना मैं बेवफ़ा ना उसने की बेवफ़ाई हाय
ज: ( मेरे बीच आ गई ) -2 रब्बा तेरी ख़ुदाई
स: चंगा कीता नहीं हाय
ज: ओ चंगा कीतो नहीं
स: ओ चंगा कीता नहीं
दो: चंगा कीता नहीं तू सुलूक
माहिया मैंनू याद आ गया होय
माहिया मैंनू याद आ गया
ज: ओ यादों की चली बन्दूक
स: ओ यादों की चली बन्दूक
दो: माहिया मैंनू याद आ गया
ज: हो मारी कोयल ने ऐसी कूक
माहिया मैंनू याद आ गया हाय
स: ओ मेरे दिल में उठी एक हूक
मेरे दिल में उठी एक हूक
माहिया मैंनू याद आ गया आ आ
ज: माहिया मैंनू याद आ गया हाय
दो: माहिया मैंनू याद आ गया -2
ja: o mārī koyal ne aisī kūk -2
māhiyā maiṅnū yād ā gayā
hāy māhiyā maiṅnū yād ā gayā
ho mere dil meṅ uṭhī ek hūk -2
māhiyā maiṅnū yād ā gayā -2
sa: yādoṅ kī chalī bandūk
ho yādoṅ kī chalī bandūk
māhiyā maiṅnū yād ā gayā
mārī koyal ne aisī kūk -2
māhiyā maiṅnū yād ā gayā
ja: ho mere dil meṅ uṭhī ek hūk
māhiyā maiṅnū yād ā gayā -2
sa: ( galiyoṅ se gīt gāte ġhuzre baṅjāre
duniyā meṅ sāre is iśhq de māre ) -2
koī āśhiq hāy koī āśhiq hāy koī āśhiq te koī māśhūq
māhiyā maiṅnū yād ā gayā
hāy māhiyā maiṅnū yād ā gayā
ja: ( band thīṅ jis meṅ merī sārī majbūriyāṇ
jis meṅ rakhe the sāre ġham sārī chūṛiyāṇ ) -2
āj kholā o ho āj kholā o o āj kholā jo vo sandūk
māhiyā maiṅnū yād ā gayā
sa: yādoṅ kī chalī bandūk
o yādoṅ kī chalī bandūk
māhiyā maiṅnū yād ā gayā
ja: ho mārī koyal ne aisī kūk
māhiyā maiṅnū yād ā gayā
sa: māhiyā maiṅnū yād ā gayā
ja: nā maiṅ bevafā nā usne kī bevafāī
sa: nā maiṅ bevafā nā usne kī bevafāī hāy
ja: ( mere bīch ā gaī ) -2 rabbā terī khudāī
sa: chaṅgā kītā nahīṅ hāy
ja: o chaṅgā kīto nahīṅ
sa: o chaṅgā kītā nahīṅ
do: chaṅgā kītā nahīṅ tū sulūk
māhiyā maiṅnū yād ā gayā hoy
māhiyā maiṅnū yād ā gayā
ja: o yādoṅ kī chalī bandūk
sa: o yādoṅ kī chalī bandūk
do: māhiyā maiṅnū yād ā gayā
ja: ho mārī koyal ne aisī kūk
māhiyā maiṅnū yād ā gayā hāy
sa: o mere dil meṅ uṭhī ek hūk
mere dil meṅ uṭhī ek hūk
māhiyā maiṅnū yād ā gayā ā ā
ja: māhiyā maiṅnū yād ā gayā hāy
do: māhiyā maiṅnū yād ā gayā -2