ओ माँझी रे, अपना किनारा नदीयाँ की धारा है
ओ माँझी रे, ओ माँझी रे
अपना किनारा, नदिया की धारा है
साहिलों पे बहनेवाले कभी सुना तो होगा कहीं
कागजों की कश्तियों का कहीं किनारा होता नहीं
ओ माँझी रे, माँझी रे
कोई किनारा जो किनारे से मिले वो अपना किनारा है
पानीयों में बह रहे हैं कई किनारे टूटे हुये
रासतों में मिल गये हैं सभी सहारे छूटे हुये
ओ माँझी रे, ओ माँझी रे
कोई सहारा मझधारे में मिले जो अपना सहारा है
o māṇjhī re, o māṇjhī re
apnā kinārā, nadiyā kī dhārā hai
sāhiloṅ pe bahnevāle kabhī sunā to hogā kahīṅ
kāgjoṅ kī kaśhtiyoṅ kā kahīṅ kinārā hotā nahīṅ
o māṇjhī re, māṇjhī re
koī kinārā jo kināre se mile vo apnā kinārā hai
pānīyoṅ meṅ bah rahe haiṅ kaī kināre ṭūṭe huye
rāstoṅ meṅ mil gaye haiṅ sabhī sahāre chhūṭe huye
o māṇjhī re, o māṇjhī re
koī sahārā majhdhāre meṅ mile jo apnā sahārā hai