ओ माही वे ... मैं प्यार चुराने आया हूँ
ओ माही वे तू मैनूं प्यार दे
तू दिल नूं हार दे
तू दिल नूं हार दे हार दे बेलिया
हो हो
मैं प्यार चुराने आया हूँ दिलदार चुराने आया हूँ
शोख हसीना के लब से इन्कार चुराने आया हूँ
मैं प्यार चुराने …
तूने मेरी रातें लूटीं
तूने मेरी नींदें लूटीं
मुझ से मुझी को तूने लूटा
मुझ से मेरी साँसें लूटी
सपनों में बसा लूंगा तुझ को
धड़कन में समा लूंगा तुझ को
मैं तुझ से चुरा लूंगा तुझ को
तुझ को तेरी दुनिया ऐ यार चुराने आया हूँ
मैं प्यार चुराने …
ओ तिरछी नज़र से जब तू देखे
दिल पे क़यामत आ जाए
इक तेरी सूरत दिल में है
इक प्यारी सी मूरत दिल में है
इक यार की उल्फ़त दिल में है.
आज मैं तेरी धड़कन का हर तार चुराने आया हूँ
मैं प्यार चुराने …
o māhī ve tū mainūṅ pyār de
tū dil nūṅ hār de
tū dil nūṅ hār de hār de beliyā
ho ho
maiṅ pyār churāne āyā hūṇ dildār churāne āyā hūṇ
śhokh hasīnā ke lab se inkār churāne āyā hūṇ
maiṅ pyār churāne …
tūne merī rāteṅ lūṭīṅ
tūne merī nīṅdeṅ lūṭīṅ
mujh se mujhī ko tūne lūṭā
mujh se merī sāṇseṅ lūṭī
sapnoṅ meṅ basā lūṅgā tujh ko
dhaṛkan meṅ samā lūṅgā tujh ko
maiṅ tujh se churā lūṅgā tujh ko
tujh ko terī duniyā ai yār churāne āyā hūṇ
maiṅ pyār churāne …
o tirchhī nazar se jab tū dekhe
dil pe qayāmat ā jāe
ik terī sūrat dil meṅ hai
ik pyārī sī mūrat dil meṅ hai
ik yār kī ulfat dil meṅ hai.
āj maiṅ terī dhaṛkan kā har tār churāne āyā hūṇ
maiṅ pyār churāne …