O laagee tum se man kee lagan

ओ लागी तुम से मन की लगन्
Work
Year
Language

ओ लागी तुम से मन की लगन
( लगन लागी तुम से मन की लगन ) -3

गली-गली घूमे दिल तुझे ढूँढे -2
तेरे बिन तरसे नयन
( लगन लागी तुम से मन की लगन ) -4

आ जा ओ मेरी जाँ
मेरे दिल का जहाँ
मांगे तेरी ख़बर
ढूँढे तेरा निशाँ
लागी तुम से मन की लगन
( लगन लागी तुम से मन की लगन ) -3

गली-गली घूमे दिल तुझे ढूँढे -2
तेरे बिन तरसे नयन
( लगन लागी तुम से मन की लगन ) -4

तेरा तुझको सौंप दे क्‌या लागत है मोर
मेरा मुझमे कुछ नाहीं जो होवत सो तोर

तेरे बिन मेरा मन
जैसे बन में हिरन
जैसे पगली पवन
लागी तुम से मन की लगन
( लगन लागी तुम से मन की लगन ) -3

आ आ
पा दा सा रे गा रे रे सा
पा दा सा रे गा रे रे सा
मा गा रे
पा दा सा रे गा रे रे सा
पा दा सा रे गा रे सा
पा मा गा रे सा
पा दा सा रे ग रे रे सा
सा रे गा मा
मा गा धा पा
सा नी धा नी धा पा
धा पा मा पा मा गा
धा मा रे गा पा

o lāgī tum se man kī lagan
( lagan lāgī tum se man kī lagan ) -3

galī-galī ghūme dil tujhe ḍhūṇḍhe -2
tere bin tarse nayan
( lagan lāgī tum se man kī lagan ) -4

ā jā o merī jāṇ
mere dil kā jahāṇ
māṅge terī khabar
ḍhūṇḍhe terā niśhāṇ
lāgī tum se man kī lagan
( lagan lāgī tum se man kī lagan ) -3

galī-galī ghūme dil tujhe ḍhūṇḍhe -2
tere bin tarse nayan
( lagan lāgī tum se man kī lagan ) -4

terā tujhko sauṅp de k‌yā lāgat hai mor
merā mujhme kuchh nāhīṅ jo hovat so tor

tere bin merā man
jaise ban meṅ hiran
jaise paglī pavan
lāgī tum se man kī lagan
( lagan lāgī tum se man kī lagan ) -3

ā ā
pā dā sā re gā re re sā
pā dā sā re gā re re sā
mā gā re
pā dā sā re gā re re sā
pā dā sā re gā re sā
pā mā gā re sā
pā dā sā re ga re re sā
sā re gā mā
mā gā dhā pā
sā nī dhā nī dhā pā
dhā pā mā pā mā gā
dhā mā re gā pā