ओ जानां रे आना रे दिल है दीवाना रे जानां रे
ओ जानां रे आना रे
दिल है दीवाना रे जानां रे
ओ जानां रे आना रे …
चढ़ती जवानी कुछ और नहीं जाने
जाने तो जाने कि तू यार है मेरा
आना रे जानां रे ओ आना रे
ओ जानां रे आना रे …
हो तेरा दीवाना कोई बात नहीं माने
माने तो माने कि तू प्यार है मेरा
रे आना रे जानां रे …
चढ़ती हैं प्यार की दुनिया तेरी ये मतवाली आँखें
रात भी हैं ये दिन भी हैं गोरी काली आँखें
उसपे पलकों से हैं बातें प्यार की
हो जब से देखा है तेरा रूप मस्ताना
तब से जिया बेक़रार है मेरा
ओ जानां रे आना रे …
हो मौज में हम नाचें तो वीराना भी है महफ़िल
चल पड़ें तो रस्ता है रुक जाएं तो मन्ज़िल
बात क्या करना मेरे दिल मौज में चल पड़े
ओ जानां रे आना रे …
ओ पाके इशारा मेरा खिलती हैं कलियाँ
जब से सजन दिलदार है मेरा
ओ जानां रे आना रे …
o jānāṅ re ānā re
dil hai dīvānā re jānāṅ re
o jānāṅ re ānā re …
chaṛhtī javānī kuchh aur nahīṅ jāne
jāne to jāne ki tū yār hai merā
ānā re jānāṅ re o ānā re
o jānāṅ re ānā re …
ho terā dīvānā koī bāt nahīṅ māne
māne to māne ki tū pyār hai merā
re ānā re jānāṅ re …
chaṛhtī haiṅ pyār kī duniyā terī ye matvālī āṇkheṅ
rāt bhī haiṅ ye din bhī haiṅ gorī kālī āṇkheṅ
uspe palkoṅ se haiṅ bāteṅ pyār kī
ho jab se dekhā hai terā rūp mastānā
tab se jiyā beqrār hai merā
o jānāṅ re ānā re …
ho mauj meṅ ham nācheṅ to vīrānā bhī hai mahafil
chal paṛeṅ to rastā hai ruk jāeṅ to manzil
bāt kyā karnā mere dil mauj meṅ chal paṛe
o jānāṅ re ānā re …
o pāke iśhārā merā khiltī haiṅ kaliyāṇ
jab se sajan dildār hai merā
o jānāṅ re ānā re …