ओ जाना ना जाना ये दिल तेरा दीवाना ... ओ जाना ये जाना तू है मेरा दीवाना
ओ जाना ना जाना ये दिल तेरा दीवाना
जहां भी तू जाए तेरे पीछे आए ये तेरा आशिक़ पुराना
ओ जाना ना जाना …
ज़ोर चलता नहीं क्या करूं दिल संभलता नहीं क्या करूं हाय
ऐसा काँटा चुभा प्यार का अब निकलता नहीं
तेरी निगाहों का मैं बन गया हूँ निशाना
ओ जाना ना जाना …
सारी दुनिया से हम रूठ के आ मोहब्बत करें टूट के
उड़ ना जाए कभी क्या पता कोई भंवरा मुझे लूट के
भंवरा नहीं है मेरा नाम है परवाना
ओ जाना ये जाना तू है मेरा दीवाना
तू करे जो इशारा मैं चली आऊं यारा छोड़ के ये ज़माना
ओ जाना ये जाना तू है मेरा दीवाना
तू करे जो इशारा मैं चली आऊं यारा छोड़ के ये ज़माना
ओ जाना ये माना …
तेरी मेरी नज़र मिल गई दिल से दिल की डगर मिल गई
बिन कहे बिन सुने देख ले दिल को दिल की खबर मिल गई
ये दिल चुरा के तू आँखें ना मुझसे चुराना
ओ जाना ये माना …
दिल दूं या जान दूं नाम ले बाहों में तू मुझे थाम ले
हो ना जाए नशा प्यार का ओ सनम होश से काम ले
मैं क्या करूं बिना पिए हो गया मैं मस्ताना
ओ जाना ये माना …
o jānā nā jānā ye dil terā dīvānā
jahāṅ bhī tū jāe tere pīchhe āe ye terā āśhiq purānā
o jānā nā jānā …
zor chaltā nahīṅ kyā karūṅ dil saṅbhaltā nahīṅ kyā karūṅ hāy
aisā kāṇṭā chubhā pyār kā ab nikaltā nahīṅ
terī nigāhoṅ kā maiṅ ban gayā hūṇ niśhānā
o jānā nā jānā …
sārī duniyā se ham rūṭh ke ā mohabbat kareṅ ṭūṭ ke
uṛ nā jāe kabhī kyā patā koī bhaṅvrā mujhe lūṭ ke
bhaṅvrā nahīṅ hai merā nām hai parvānā
o jānā ye jānā tū hai merā dīvānā
tū kare jo iśhārā maiṅ chalī āūṅ yārā chhoṛ ke ye zamānā
o jānā ye jānā tū hai merā dīvānā
tū kare jo iśhārā maiṅ chalī āūṅ yārā chhoṛ ke ye zamānā
o jānā ye mānā …
terī merī nazar mil gaī dil se dil kī ḍagar mil gaī
bin kahe bin sune dekh le dil ko dil kī khabar mil gaī
ye dil churā ke tū āṇkheṅ nā mujhse churānā
o jānā ye mānā …
dil dūṅ yā jān dūṅ nām le bāhoṅ meṅ tū mujhe thām le
ho nā jāe naśhā pyār kā o sanam hośh se kām le
maiṅ kyā karūṅ binā pie ho gayā maiṅ mastānā
o jānā ye mānā …