O hansinee meree hansinee, kahaan ur chalee

ओ हंसिनी मेरी हंसिनी, कहाँ उड़ चली
Year
Language

(ओ हंसिनी मेरी हंसिनी, कहाँ उड़ चली
मेरे अरमानों के पंख लगा के, कहाँ उड़ चली)- 2

(आजा मेरी साँसों में महक रहा रे तेरा गजरा
आजा मेरी रातों में लहक रहा रे तेरा कजरा)- 2

ओ हंसिनी …

(देर से लहरों में कमल सम्भाले हुए मन का
जीवन ताल में भटक रहा रे तेरा हंसा)- 2

ओ हंसिनी …
कहाँ उड़ चली
कहाँ उड़ चली

(o haṅsinī merī haṅsinī, kahāṇ uṛ chalī
mere armānoṅ ke paṅkh lagā ke, kahāṇ uṛ chalī)- 2

(ājā merī sāṇsoṅ meṅ mahak rahā re terā gajrā
ājā merī rātoṅ meṅ lahak rahā re terā kajrā)- 2

o haṅsinī …

(der se lahroṅ meṅ kamal sambhāle hue man kā
jīvan tāl meṅ bhaṭak rahā re terā haṅsā)- 2

o haṅsinī …
kahāṇ uṛ chalī
kahāṇ uṛ chalī