ओ गोरे-गोरे चाँद से मुख पर ... मतवाले नैनों वाले के मैं
ओ गोरे गोरे चाँद से मुख पर काली काली आँखें हैं
देखके जिनको नींद उड़ जाए वो मतवाली आँखें हैं
male voice: उषा ! अक्षम्य !!
मतवाले नैनों वाले के मैं वारी वारी जाऊँ
मतवाले नैनों वाले, मतवाले नैनों वाले के मैं
वारी वारी जाऊँ, हो मैं वारी वारी जाऊँ
हो मैं वारी वारी जाऊँ
मतवाले नैनों वाले …
(इस दर्जा नाज़ उठाए के दिलबर बना दिया
तेवर को तीर नाज़ को नश्तर बना दिया) -2
सह-सहके चोटें मोम को पत्थर बना दिया -2
सच है तुम्हें मैं ही ने सितमगर बना दिया
मतवाले नैनों वाले …
(जादू भरा वो मीठी निगाहों का प्यार है
जो तीर है तबर है छुरी है कटार है) -2
चरकों पे चरके खाऊँ यही दिल की है ख़ुशी -2
मरने में ज़िंदगी है ख़िज़ाँ में बहार है
मतवाले नैनों वाले …
o gore gore chāṇd se mukh par kālī kālī āṇkheṅ haiṅ
dekhke jinko nīṅd uṛ jāe vo matvālī āṇkheṅ haiṅ
male voice: uṣhā ! akṣhamy !!
matvāle nainoṅ vāle ke maiṅ vārī vārī jāūṇ
matvāle nainoṅ vāle, matvāle nainoṅ vāle ke maiṅ
vārī vārī jāūṇ, ho maiṅ vārī vārī jāūṇ
ho maiṅ vārī vārī jāūṇ
matvāle nainoṅ vāle …
(is darjā nāz uṭhāe ke dilbar banā diyā
tevar ko tīr nāz ko naśhtar banā diyā) -2
sah-sahke choṭeṅ mom ko patthar banā diyā -2
sach hai tumheṅ maiṅ hī ne sitamgar banā diyā
matvāle nainoṅ vāle …
(jādū bharā vo mīṭhī nigāhoṅ kā pyār hai
jo tīr hai tabar hai chhurī hai kaṭār hai) -2
charkoṅ pe charke khāūṇ yahī dil kī hai khuśhī -2
marne meṅ ziṅdgī hai khizāṇ meṅ bahār hai
matvāle nainoṅ vāle …