ओ दूर के मुसाफ़िर हमको भी साथ ले ले रे
चले आज तुम जहाँ से, हुई ज़िंदगी परायी
तुम्हें मिल गया ठिकाना, हमें मौत भी न आयी
ओ दूर के मुसाफ़िर हम को भी साथ ले ले रे
हम को भी साथ ले ले
हम रह गये अकेले
तूने वो दे दिया ग़म, बेमौत मर गये हम
दिल उठ गया जहाँ से, ले चल हमें यहाँ से
ले चल हमें यहाँ से
किस काम की ये दुनिया जो ज़िंदगी से खेले रे
हम को भी साथ ले ले, हम रह गये अकेले
सूनी हैं दिल की राहें, खामोश हैं निगाहें
नाकाम हसरतों का उठने को है जनाज़ा
उठने को है जनाज़ा
चारों तरफ़ लगे हैं बरबादियों के मेले रे
हम को भी साथ ले ले, हम रह गये अकेले
ओ दूर के मुसाफ़िर हम को भी साथ ले ले रे
हम को भी साथ ले ले
हम रह गये अकेले
chale āj tum jahāṇ se, huī ziṅdgī parāyī
tumheṅ mil gayā ṭhikānā, hameṅ maut bhī na āyī
o dūr ke musāfir ham ko bhī sāth le le re
ham ko bhī sāth le le
ham rah gaye akele
tūne vo de diyā ġham, bemaut mar gaye ham
dil uṭh gayā jahāṇ se, le chal hameṅ yahāṇ se
le chal hameṅ yahāṇ se
kis kām kī ye duniyā jo ziṅdgī se khele re
ham ko bhī sāth le le, ham rah gaye akele
sūnī haiṅ dil kī rāheṅ, khāmośh haiṅ nigāheṅ
nākām hasartoṅ kā uṭhne ko hai janāzā
uṭhne ko hai janāzā
chāroṅ taraf lage haiṅ barbādiyoṅ ke mele re
ham ko bhī sāth le le, ham rah gaye akele
o dūr ke musāfir ham ko bhī sāth le le re
ham ko bhī sāth le le
ham rah gaye akele