O dekhaa maine saaraa jahaan ... o goree too chalee kahaan

ओ देखा मैने सारा जहां ... ओ गोरी तू चली कहां
Work
Year
Language

ओ देखा मैने सारा जहां चला था मैं यहां वहां
ओ ढूंढा तुझे कहां कहां देखो न आना पड़ा यहां
शाम भी हुई जवां मिलन की हैं मस्तियां
मुहब्बत की है फ़िज़ां छोड़ के ऐसा समां

ओ गोरी तू चली कहां उड़ा के दिल चली कहां
ओ गोरी तू चली कहां चुरा के दिल चली कहां
जाना है तो जां भी ले जा ज़रा
ओ गोरी गोरी चली कहां चोरी चोरी चली कहां
उड़ा के दिल चली कहां चुरा के दिल चली कहां
कभी तू दिन लगे कभी तू रात है
ओए ओए ओए ओए ओए ओए
तुझमें कुछ बात है
हे कभी तू दिन …

कभी तू शोला है आग भड़काती है
कभी तू शबनम है प्यार बरसाती है
हे ओ गोरी तू …

किसी से नज़र मिला किसी से ये दिल लगा
मुहब्बत का खेल खेल जान की बाज़ी लगा
तू अपने प्यार से किसी का जीवन सजा
आने दे आए क़यामत दिल की बस्ती बसा
ओ गोरी गोरी तू …

o dekhā maine sārā jahāṅ chalā thā maiṅ yahāṅ vahāṅ
o ḍhūṅḍhā tujhe kahāṅ kahāṅ dekho na ānā paṛā yahāṅ
śhām bhī huī javāṅ milan kī haiṅ mastiyāṅ
muhabbat kī hai fizāṅ chhoṛ ke aisā samāṅ

o gorī tū chalī kahāṅ uṛā ke dil chalī kahāṅ
o gorī tū chalī kahāṅ churā ke dil chalī kahāṅ
jānā hai to jāṅ bhī le jā zarā
o gorī gorī chalī kahāṅ chorī chorī chalī kahāṅ
uṛā ke dil chalī kahāṅ churā ke dil chalī kahāṅ
kabhī tū din lage kabhī tū rāt hai
oe oe oe oe oe oe
tujhmeṅ kuchh bāt hai
he kabhī tū din …

kabhī tū śholā hai āg bhaṛkātī hai
kabhī tū śhabnam hai pyār barsātī hai
he o gorī tū …

kisī se nazar milā kisī se ye dil lagā
muhabbat kā khel khel jān kī bāzī lagā
tū apne pyār se kisī kā jīvan sajā
āne de āe qayāmat dil kī bastī basā
o gorī gorī tū …