नूरानी चेहरे वाले दिलवाले ऐ दिलवाले
नूरानी चेहरे वाले दिलवाले ऐ दिलवाले
दो चार महीने में ही मेरे होने वाले
ओ पत्थर दिल दीवाने तू चाँद को चाँद न माने
अरे ओ दीवाने
अल्लाह अल्लाह मेरा दिल धड़के अल्लाह तेरे लिए तड़पे
वल्लाह रे वल्लाह रे तेरे नखरे वल्लाह शोले भड़के
कैसी दुनिया तूफ़ानी अंदाज़ तेरी मस्ती का
चुपके से चुराया दिल को ये हुनर कहां से सीखा
लाखों जानम देखे हैं पर तुमसा कहीं ना देखा ओ यारा
इंकार न कर दिलदार मुझे देख के भी न देखे तेरी इसी अदा ने मारा
ज़रा देख पलट के जानी दिल लिए खड़ी दीवानी दीवानी ओ दीवानी
महबूब तू इस दुनिया में मेरी खातिर ही आया
तारीफ़ करूं क्या उसकी जिसने तुझे बनाया
अरे हौले हौले डोले
अरे जाना है तेरी अदा मस्ताना
अरे लाख मनाया दिल को पर दिल न माना
कब तक तू न अपनाए ये लाज खड़ी रह जाए
अरे ओ दीवाने
अल्लाह अल्लाह मेरा दिल …
nūrānī chehre vāle dilvāle ai dilvāle
do chār mahīne meṅ hī mere hone vāle
o patthar dil dīvāne tū chāṇd ko chāṇd na māne
are o dīvāne
allāh allāh merā dil dhaṛke allāh tere lie taṛpe
vallāh re vallāh re tere nakhre vallāh śhole bhaṛke
kaisī duniyā tūfānī aṅdāz terī mastī kā
chupke se churāyā dil ko ye hunar kahāṅ se sīkhā
lākhoṅ jānam dekhe haiṅ par tumsā kahīṅ nā dekhā o yārā
iṅkār na kar dildār mujhe dekh ke bhī na dekhe terī isī adā ne mārā
zarā dekh palaṭ ke jānī dil lie khaṛī dīvānī dīvānī o dīvānī
mahbūb tū is duniyā meṅ merī khātir hī āyā
tārīf karūṅ kyā uskī jisne tujhe banāyā
are haule haule ḍole
are jānā hai terī adā mastānā
are lākh manāyā dil ko par dil na mānā
kab tak tū na apnāe ye lāj khaṛī rah jāe
are o dīvāne
allāh allāh merā dil …