Title (Indic)अब के सावन ऐसे बरसे, बह जाये रंग मेरी चुनर से WorkAb Ke Sawan Year1999 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Shubha Mudgal LyricsHindiअब के सावन ऐसे बरसे, बह जाये रंग मेरी चुनर से भीगे तन मन जियरा तरसे, जम के बरसे जरा रुत सावन की, घटा सावन की, ऐसे जमके बरसे अब के सावन ऐसे बरसे, बह जाये रंग मेरी चुनर से भीगे तन मन जियरा तरसे, जम के बरसे जरा झड़ी बरखा की, लड़ी बूंदों की, टूट के यूँ बरसे पहले प्यार की पहली बरखा कैसी आस जगाये बारिशें पीने दो मुझ को, मन हरा हो जाये प्यासी धरती, प्यासे अरमां, प्यासा है आसमां भीगने दो हर गली को, भीगने दो जहां अब के सावन ... लाज बदरी की बिखर के मोती बन झर जाये भीग जाये सजना मेरा लौट के घर आये दूरियों का नहीं यह मौसम, आज हैं वह कहा मखमली सी यह पुहारें उड़ रही हैं यहाँ अब के सावन ... Englishab ke sāvan aise barse, bah jāye raṅg merī chunar se bhīge tan man jiyrā tarse, jam ke barse jarā rut sāvan kī, ghaṭā sāvan kī, aise jamke barse ab ke sāvan aise barse, bah jāye raṅg merī chunar se bhīge tan man jiyrā tarse, jam ke barse jarā jhaṛī barkhā kī, laṛī būṅdoṅ kī, ṭūṭ ke yūṇ barse pahle pyār kī pahlī barkhā kaisī ās jagāye bāriśheṅ pīne do mujh ko, man harā ho jāye pyāsī dhartī, pyāse armāṅ, pyāsā hai āsmāṅ bhīgne do har galī ko, bhīgne do jahāṅ ab ke sāvan ... lāj badrī kī bikhar ke motī ban jhar jāye bhīg jāye sajnā merā lauṭ ke ghar āye dūriyoṅ kā nahīṅ yah mausam, āj haiṅ vah kahā makhamlī sī yah puhāreṅ uṛ rahī haiṅ yahāṇ ab ke sāvan ...