Title (Indic)जिंदगी ख्वाब है WorkJagte Raho Year1956 LanguageHindi Credits Role Artist Music Salil Chowdhury Performer Mukesh Writer Shailendra LyricsHindiरंगी को नारंगी कहे, बने दूध को खोया चलती को गाडी कहे, देख कबीरा रोया जिंदगी ख्वाब है ख्वाब में झूठ क्या और भला सच है क्या सब सच है दिल ने हम से जो कहा, हम ने वैसा ही किया फिर कभी फुरसत से सोचेंगे, बुरा था या भला एक कतरा मय का जब पत्थर के होठों पर पड़ा उस के सीने में भी दिल धड़का, ये उस ने भी कहा एक प्याली भर के मैंने गम के मारे दिल को दी जहर ने मारा जहर तो मुर्दे में फिर जान आ गयी Englishraṅgī ko nāraṅgī kahe, bane dūdh ko khoyā chaltī ko gāḍī kahe, dekh kabīrā royā jiṅdgī khvāb hai khvāb meṅ jhūṭh kyā aur bhalā sach hai kyā sab sach hai dil ne ham se jo kahā, ham ne vaisā hī kiyā phir kabhī phurasat se socheṅge, burā thā yā bhalā ek katrā may kā jab patthar ke hoṭhoṅ par paṛā us ke sīne meṅ bhī dil dhaṛkā, ye us ne bhī kahā ek pyālī bhar ke maiṅne gam ke māre dil ko dī jahar ne mārā jahar to murde meṅ phir jān ā gayī