Title (Indic)दुआ देने वालो, हमें दो दुआएं WorkSanwaria Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music C. Ramchandra Performer Lalita Deulkar Performer Chitalkar Writer P.L. Santoshi LyricsHindiल: दुआ देने वालो, हमें दो दुआएं चि: कभी मिलके दो दिल कभी मिलके दो दिल बिछड़ने न पायें दो: कभी मिलके दो दिल बिछड़ने न पायें -2 ल: दुआ देने वालो नई राह चलना हमें ज़िंदगी की -2 मंज़िल पे है जिसकी दुनिया ख़ुशी की चि: चलें आंधियाँ चलें आंधियाँ और घिरें ग़म के बादल घिरें ग़म के बादल कदम इश्क़ के कदम इश्क़ के डगमगाने न पायें दो: कदम इश्क़ के डगमगाने न पायें कभी मिलके दो दिल बिछड़ने न पायें ल: दुआ देने वालो ( अपने संवरिया सनम साजना को राजा रसीले को प्यारे पिया को ) -2 लाखों तरह से है हमने पुकारा लाखों तरह से लाखों तरह से है हमने पुकारा है हमने पुकारा देखो न हमको देखो न हमको कहीं भूल जायें दो: हाँ देखो न हमको कहीं भूल जायें कभी मिलके दो दिल बिछड़ने न पायें ल: दुआ देने वालो, हमें दो दुआएं कभी मिलके दो दिल बिछड़ने न पायें हमें दो दुआएं बिछड़ने न पायें दुआ देने वालो, हमें दो दुआएं कभी मिलके दो दिल बिछड़ने न पायें दुआ देने वालो फिर बिछड़ने न पायें Englishla: duā dene vālo, hameṅ do duāeṅ chi: kabhī milke do dil kabhī milke do dil bichhaṛne na pāyeṅ do: kabhī milke do dil bichhaṛne na pāyeṅ -2 la: duā dene vālo naī rāh chalnā hameṅ ziṅdgī kī -2 maṅzil pe hai jiskī duniyā khuśhī kī chi: chaleṅ āṅdhiyāṇ chaleṅ āṅdhiyāṇ aur ghireṅ ġham ke bādal ghireṅ ġham ke bādal kadam iśhq ke kadam iśhq ke ḍagamgāne na pāyeṅ do: kadam iśhq ke ḍagamgāne na pāyeṅ kabhī milke do dil bichhaṛne na pāyeṅ la: duā dene vālo ( apne saṅvriyā sanam sājnā ko rājā rasīle ko pyāre piyā ko ) -2 lākhoṅ tarah se hai hamne pukārā lākhoṅ tarah se lākhoṅ tarah se hai hamne pukārā hai hamne pukārā dekho na hamko dekho na hamko kahīṅ bhūl jāyeṅ do: hāṇ dekho na hamko kahīṅ bhūl jāyeṅ kabhī milke do dil bichhaṛne na pāyeṅ la: duā dene vālo, hameṅ do duāeṅ kabhī milke do dil bichhaṛne na pāyeṅ hameṅ do duāeṅ bichhaṛne na pāyeṅ duā dene vālo, hameṅ do duāeṅ kabhī milke do dil bichhaṛne na pāyeṅ duā dene vālo phir bichhaṛne na pāyeṅ