jānāṇ jānāṇ jānāṇ jānāṇ
dekhā nahīṅ hai tujhe kal se pal-pal kaṭe merā muśhkil se
ā pūchh le zarā is dil se jānāṇ
rāhoṅ ko maiṅ terī taktā hūṇ jī-jī ke maiṅ yahāṇ martā hūṇ
maiṅ pyār bas tujhe kartā hūṇ jānāṇ jānāṇ
samjhāuṇ kaise maiṅ is dil ko jānāṇ ye māne nā jānāṇ ye samjhe nā
pal-pal kaṭe merā muśhkil se ā pūchh le zarā is dil se jānāṇ
ik pal bhī lagtā hai ik sāl jaisā tere binā o jān-e-jāṇ
tū sāth nā ho mere ik sāl ik pal lagne lagegā jānāṇ
tū jhūṭh bhī kah de hai pyār tujhko mil jāyegī sārī duniyā ye mujhko
maiṅ ban gayā hūṇ dīvānā
dekhā nahīṅ hai tujhe kal se pal-pal kaṭe merā muśhkil se
ā pūchh le zarā is dil se jānāṇ
rāhoṅ ko maiṅ terī taktā hūṇ jī-jī ke maiṅ yahāṇ martā hūṇ
maiṅ pyār bas tujhe kartā hūṇ jānāṇ jānāṇ
tū jo nahīṅ hai to lagtā hai aise kuchh bhī nahīṅ hai ye jahāṇ
mil ke judā na hoṅ ek bār aise mujhko merī jāṇ mil jānāṇ
dekhūṇ to maiṅ dekhūṇ tujhko hī jānam sochūṇ to maiṅ sochūṇ tujhko hī jānam
mar jāuṇgā tere binā