Title (Indic)चिश्ती ने जिस ज़मीन में पैगाम-ए-हक़ सुनाया Work(N/A) LanguageHindi Credits Role Artist Writer Allama Iqbal LyricsHindiचिश्ती ने जिस ज़मीन में पैगाम-ए-हक़ सुनाया नानक ने जिस चमन में वेहदा का गीत गाया तातारियों ने जिस को अपना वतन बनाया इस ने हिज़ारियों से दुश-अरब चुराया मेरा वतन वोही है मेरा वतन वोही है यूनानियों को जिस ने हैरान कर दिया था सारे जहाँ को जिस ने इल्मो-हुनर दिया था मिट्टी को जिसकी हक़ ने ज़र का असर दिया था तुर्कों का जिस ने दामन हीरों से भर दिया था मेरा वतन वोही है, मेरा वतन वोही है टूटे थे जो सितारे फ़ारिस के आसमां से फिर तब देके जिस ने चमकाया कहकशा से वेहदत की लाई सूनी थी दुनिया ने जिस मकान से मीर-ए-अरब को आई ठंडी हवा जहाँ से मेरा वतन वोही है, मेरा वतन वोही है बंदे कलीम जिस के, परबत जहाँ के सीना नुह-ए-नबी का अक्सर ठेहरा जहाँ सफ़ीना रिफ़त है जिस ज़मीं की बाम-इ-फ़लक का ज़ीना जन्नत की ज़िन्दगी है जिस की फ़ज़ा में जीना मेरा वतन वोही है, मेरा वतन वोही है Englishchiśhtī ne jis zamīn meṅ paigām-e-haq sunāyā nānak ne jis chaman meṅ vehdā kā gīt gāyā tātāriyoṅ ne jis ko apnā vatan banāyā is ne hizāriyoṅ se duśh-arab churāyā merā vatan vohī hai merā vatan vohī hai yūnāniyoṅ ko jis ne hairān kar diyā thā sāre jahāṇ ko jis ne ilmo-hunar diyā thā miṭṭī ko jiskī haq ne zar kā asar diyā thā turkoṅ kā jis ne dāman hīroṅ se bhar diyā thā merā vatan vohī hai, merā vatan vohī hai ṭūṭe the jo sitāre fāris ke āsmāṅ se phir tab deke jis ne chamkāyā kahakśhā se vehdat kī lāī sūnī thī duniyā ne jis makān se mīr-e-arab ko āī ṭhaṅḍī havā jahāṇ se merā vatan vohī hai, merā vatan vohī hai baṅde kalīm jis ke, parbat jahāṇ ke sīnā nuh-e-nabī kā aksar ṭhehrā jahāṇ safīnā rifat hai jis zamīṅ kī bām-i-falak kā zīnā jannat kī zindgī hai jis kī fazā meṅ jīnā merā vatan vohī hai, merā vatan vohī hai TranslationNational Song For Indian ChildrenThis land where Chishti* delivered the message of truth and Nanak delivered the message of divine unity. This land adopted by Turks selected by Arabs. This is mine, my native land. The amazed Greeks mused while wisdom flowed from here to everywhere! Its dust is gold. Its diamonds fell in a heap into the Turks outstretched palms. This is mine, my native land. This land where scholars, who fell meteor-like from the skies of Iran, were nurtured, polished, and once again sent back to crown the milky-way. the unity of God, the solace of Prophet, it all arose from my village hut. This is mine, my native land. Its denizens, wise like Moses, its mountains, grand like Sinai, its oceans, the anchor for Noah, its earth a stairway to the skies; a breathing paradise on earth. This is mine, my Native land.