Title (Indic)शिकायत है ... मुझको दिल से यही शिकायत है WorkJism Year2003 LanguageHindi Credits Role Artist Music M M Kreem Performer Roop Kumar Rathod Writer Sayeed Qadri LyricsHindiशिकायत है -3 मुझको दिल से यही शिकायत है शिकायत है -2 ( जो उसको मिल नहीं सकता ) -2 क्यों उसकी चाहत है मुझको दिल से यही शिकायत है शिकायत है टुकड़ों-टुकड़ों में मुझसे रोज़ मिलने वाले सुन जब मुक़म्मल नहीं मिलना तो कोई ख़्वाब ना बुन तन्हा-तन्हा हूँ मैं मुझे तेरी ज़रूरत है मुझको दिल से यही शिकायत है शिकायत है ये तेरी ज़ुल्फ़ें तेरी आँखें उफ़ ये तेरा पैरहन और ख़ुश्बू से महकता हुआ ये गोरा सा बदन जानता हूँ मैं लेकिन किसी ग़ैर की अमानत है मुझको दिल से यही शिकायत है शिकायत है बिन तेरे मुझको ज़िन्दगी से ख़ौफ़ लगता है किस्तों-किस्तों में मर रहा हूँ रोज़ लगता है इसलिये मुझको अपनी ज़िन्दगी से नफ़रत है मुझको दिल से यही शिकायत है शिकायत है शिकायत है -3 Englishśhikāyat hai -3 mujhko dil se yahī śhikāyat hai śhikāyat hai -2 ( jo usko mil nahīṅ saktā ) -2 kyoṅ uskī chāhat hai mujhko dil se yahī śhikāyat hai śhikāyat hai ṭukaṛoṅ-ṭukaṛoṅ meṅ mujhse roz milne vāle sun jab muqammal nahīṅ milnā to koī khvāb nā bun tanhā-tanhā hūṇ maiṅ mujhe terī zarūrat hai mujhko dil se yahī śhikāyat hai śhikāyat hai ye terī zulfeṅ terī āṇkheṅ uf ye terā pairahan aur khuśhbū se mahaktā huā ye gorā sā badan jāntā hūṇ maiṅ lekin kisī ġhair kī amānat hai mujhko dil se yahī śhikāyat hai śhikāyat hai bin tere mujhko zindgī se khauf lagtā hai kistoṅ-kistoṅ meṅ mar rahā hūṇ roz lagtā hai isliye mujhko apnī zindgī se nafrat hai mujhko dil se yahī śhikāyat hai śhikāyat hai śhikāyat hai -3