merī maṅjrī
( ā le le le le, le le le le le le
le le le le le le le ) -2
rūkhī-sūkhī roṭī tere hāthoṅ se
he rūkhī-sūkhī roṭī tere hāthoṅ se khā ke āyā mazā baṛā
ṭhaṇḍā-ṭhaṇḍā pānī tere āṇgan kā pī ke chhāyā naśhā baṛā
he rūkhī-sūkhī roṭī tere hāthoṅ se khā ke āyā mazā baṛā
ṭhaṇḍā-ṭhaṇḍā pānī tere āṇgan kā pī ke chhāyā naśhā baṛā
he ho bole jo mujhse tū vo maiṅ kar jāūṇ
tere sīne se lagke maiṅ mar jāūṇ
taubā oh taubā tū kyā bolā dhaṛak-dhaṛak merā dil ḍolā -2
taubā oh taubā oh taubā-taubā dhaṛak-dhaṛak merā dil ḍolā -2
chalo jī koī titlī pakaṛte haiṅ
chalo jī kisī peṛ pe chaṛhte haiṅ
kyā hogā jo maiṅ peṛ se gir gaī gaī gaī gaī gaī
oh mujhe dard baṛā hogā tujhko choṭ agar lag gaī
lai lai lai lai lai lai -2
ye to purānī lai lai lai
prem-kahānī lai lai lai
bāt koī kar āj naī naī naī naī naī naī
pyār meṅ din āye kaise rog lage hamko aise
nāch uṭhe do dil jaise tā thai tā thai tā thai
taubā oh taubā tū kyā bolā dhaṛak-dhaṛak merā dil ḍolā -2
he rūkhī-sūkhī roṭī tere hāthoṅ se khā ke āyā mazā baṛā
ṭhaṇḍā-ṭhaṇḍā pānī tere āṇgan kā pī ke chhāyā naśhā baṛā
oh pyāri maṅjrī
pyārī maṅjrī
oh lai lai lai lai lai lai pyāri manjri
le le le le le le, le le le le le le le
lai lai lai lai lai lai lai
ho, chalo jī nadiyā meṅ nahāyeṅge
nahīṅ jī pahle ām churāyeṅge
pakaṛ gaye to baṛī mār paṛegī nahīṅ nahīṅ nahīṅ
are pyār-vyār jo karte haiṅ vo mār se ḍarte nahīṅ
lai lai lai lai lai lai lai -2
bāt badāl gaī lai lai lai
bach ke nikal gaī lai lai lai
chāl ye kaisī tū chal gaī gaī gaī gaī gaī gaī
tīr chalā dil par lāgā dard baṛā mīṭhā jāgā
dhak-dhak jor se dil bhāgā dehlī se mumbaī
rūkhī-sūkhī roṭī, mere hāthoṅ se, khā ke āyā mazā tujhe
ṭhaṇḍā-ṭhaṇḍā pānī, mere āṇgan kā, pī ke āyā naśhā tujhe
he, rūkhī-sūkhī roṭī tere hāthoṅ se khā ke āyā mazā baṛā