oh oho
he eye he he
la la la
laṛkī baṛī anjānī hai sapnā hai sach hai kahānī hai
dekho ye paglī bilkul nā badlī ye to vahī dīvānī hai
laṛkā baṛā anjānā hai sapnā hai sach hai fasānā hai
ā hā ye paglā bilkul nā badlā ye to vahī dīvānā hai
pās rah ke bhī thī dūrī jāne kaisī thī majbūrī
vaqt vo bhī ajīb thā jab tū mere karīb thā
kho gaī ye kis jahāṅ meṅ maiṅ yahāṅ hūṇ dekh to zarā
laṛkā baṛā anjānā hai …
bhīṛ meṅ bhī thī tanhāī yād har pal terī āī
roke koī mujhe zarā bhar nā āe ye dil merā
bahke bahke mere kadam aise meṅ tū saṅbhāl to zarā
laṛkī baṛī anjānī hai …
tum ne nā jāne kyā sapne dikhāe
jāge nā sotā hai
kuchh kuchh hotā hai