You are here

Raamaa duhaaee zulmee kasaaee pakare kalaaee

Title (Indic)
रामा दुहाई ज़ुल्मी कसाई पकड़े कलाई
Work
Year
Language
Credits
Role Artist
Music Anand-Milind
Performer Udit Narayan
Sadhana Sargam
Writer Sameer

Lyrics

Hindi

रामा दुहाई ज़ुल्मी कसाई पकड़े कलाई
ना टूट जाए हाथ नरम तरम तरम पम ससुरी गरम गरम
रामा दुहाई …

आ चूम लूं गाल गुलाबी बोल ज़रा जान मेरी क्‌यों है खफ़ा
हाथ लगा ना गोरे बदन को देख कभी करना नही ऐसी खता
चल माना तू कोई हूर है मेरी जां किसलिए मगरूर है
पीछे पड़ा है ज़िद पे अड़ा है चालू बड़ा है
कायको आए ना तुझे शर्म
तरम तरम पम ससुरी …

आया यहां दूर वतन से प्यार की सौगात लिए तेरा सजन
अंग्रेज मैं तू है देहाती होगा नहीं ऐसे कभी अपना मिलन
सजी संवरी दुल्हन के भेष में तुझे ले जाऊंगा मेरे देश में
जा रे अनाड़ी पागल प्रेमी do not touch me. why?
मैं तोड़ दूंगी तेरा भरम
रामा दुहाई …

English

rāmā duhāī zulmī kasāī pakaṛe kalāī
nā ṭūṭ jāe hāth naram taram taram pam sasurī garam garam
rāmā duhāī …

ā chūm lūṅ gāl gulābī bol zarā jān merī k‌yoṅ hai khafā
hāth lagā nā gore badan ko dekh kabhī karnā nahī aisī khatā
chal mānā tū koī hūr hai merī jāṅ kislie magrūr hai
pīchhe paṛā hai zid pe aṛā hai chālū baṛā hai
kāyko āe nā tujhe śharm
taram taram pam sasurī …

āyā yahāṅ dūr vatan se pyār kī saugāt lie terā sajan
aṅgrej maiṅ tū hai dehātī hogā nahīṅ aise kabhī apnā milan
sajī saṅvrī dulhan ke bheṣh meṅ tujhe le jāūṅgā mere deśh meṅ
jā re anāṛī pāgal premī do not touch me. why?
maiṅ toṛ dūṅgī terā bharam
rāmā duhāī …

Lyrics search