Title (Indic)मोहब्बत इनायत ... मासूम सनम तू और मुझे WorkSurakshaa Year1995 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Kumar Sanu Performer Alka Yagnik Writer Faaiz Anwar LyricsHindiअ: मोहब्बत मोहब्बत मोहब्बत इनायत इनायत इनायत कु: मासूम सनम तू और मुझे -2 तू और दीवाना बना दे ओ मासूम सनम तू और मुझे दीवाना बना दे मैं प्यार तुझे क्यों करने लगा -2 इतना तो बता दे अ: मोहब्बत मोहब्बत मोहब्बत इनायत इनायत इनायत महबूब मेरे दुनिया से मुझे -2 दीवाना बना दे मैं प्यार तुझे क्यों करने लगी -2 इतना तो बता दे पिछले जनम का तेरा मेरा रिश्ता है जैसे एक ख़्वाब सा है आँखों में बसा ये चेहरा है जैसे कु: दिल भी दे दूँ जान भी दे दूँ उलफ़त के बदले मांग ले तू दे सकता हूँ चाहत के बदले अ: मोहब्बत मोहब्बत मोहब्बत इनायत इनायत इनायत मदहोश करे जो दिल को मेरे वो जादू चला दे कु: मासूम सनम … अ: मैं प्यार तुझे … कु: फूलों के जैसे खिलते बदन पे लहराए आँचल ख़ुश्बू वफ़ा की दिल में बिखरे साँसों में हो हलचल अ: तू मुस्करा के जब देखे दिल पे नशा छाए सारी तमन्ना ले अंगड़ाई अरमां मचल जाए मोहब्बत मोहब्बत मोहब्बत इनायत इनायत इनायत कु: बेजान सी है दिल की धड़कन जीना तो सिखा दे अ: महबूब मेरे … कु: मासूम सनम … Englisha: mohabbat mohabbat mohabbat ināyat ināyat ināyat ku: māsūm sanam tū aur mujhe -2 tū aur dīvānā banā de o māsūm sanam tū aur mujhe dīvānā banā de maiṅ pyār tujhe kyoṅ karne lagā -2 itnā to batā de a: mohabbat mohabbat mohabbat ināyat ināyat ināyat mahbūb mere duniyā se mujhe -2 dīvānā banā de maiṅ pyār tujhe kyoṅ karne lagī -2 itnā to batā de pichhle janam kā terā merā riśhtā hai jaise ek khvāb sā hai āṇkhoṅ meṅ basā ye chehrā hai jaise ku: dil bhī de dūṇ jān bhī de dūṇ ulafat ke badle māṅg le tū de saktā hūṇ chāhat ke badle a: mohabbat mohabbat mohabbat ināyat ināyat ināyat madhośh kare jo dil ko mere vo jādū chalā de ku: māsūm sanam … a: maiṅ pyār tujhe … ku: phūloṅ ke jaise khilte badan pe lahrāe āṇchal khuśhbū vafā kī dil meṅ bikhre sāṇsoṅ meṅ ho halchal a: tū muskrā ke jab dekhe dil pe naśhā chhāe sārī tamannā le aṅgaṛāī armāṅ machal jāe mohabbat mohabbat mohabbat ināyat ināyat ināyat ku: bejān sī hai dil kī dhaṛkan jīnā to sikhā de a: mahbūb mere … ku: māsūm sanam …