Title (Indic)झुमके बुमके लटके झटके ... मैं कोल्हापुर से आई हूँ WorkAnjaam Year1994 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Alka Yagnik Writer Sameer LyricsHindiझुमके बुमके लटके झटके तिरछी मिरछी आई हूँ मैं कोल्हापुर से आई हूँ पतली कमर है तिरछी नज़र है चढ़ती उम्र की जवानी गोरे बदन में मेंहदी महके मन में खुश्बू है रात की रानी जब बोली तो सब की तबियत मचलती है दिल वालों का दिल डोला है जब भी दुपट्टा गिराई हूँ मैं कोल्हापुर से … मीठी कटारी तीखी सुपारी नखरे मेरे निराले हैं सारे के सारे आशिक़ क्वारे मुझ पे निगाहें डाले हैं मैं डरती हूँ कोई दीवाना न बन जाए चुप रहती हूँ कोई फ़साना न बन जाए कोई माने या न माने कोई जाने या न जाने चुनरी में क्या क्या छिपाई हूँ मैं कोल्हापुर से … Englishjhumke bumke laṭke jhaṭke tirchhī mirchhī āī hūṇ maiṅ kolhāpur se āī hūṇ patlī kamar hai tirchhī nazar hai chaṛhtī umr kī javānī gore badan meṅ meṅhdī mahke man meṅ khuśhbū hai rāt kī rānī jab bolī to sab kī tabiyat machaltī hai dil vāloṅ kā dil ḍolā hai jab bhī dupaṭṭā girāī hūṇ maiṅ kolhāpur se … mīṭhī kaṭārī tīkhī supārī nakhre mere nirāle haiṅ sāre ke sāre āśhiq kvāre mujh pe nigāheṅ ḍāle haiṅ maiṅ ḍartī hūṇ koī dīvānā na ban jāe chup rahtī hūṇ koī fasānā na ban jāe koī māne yā na māne koī jāne yā na jāne chunrī meṅ kyā kyā chhipāī hūṇ maiṅ kolhāpur se …