You are here

Barson ke baad aaee mujhko yaad ek baat ... tere bin naheen guzre raat

Title (Indic)
बरसों के बाद आई मुझको याद एक बात ... तेरे बिन नहीं गुज़रे रात्
Work
Year
Language
Credits
Role Artist
Music Anand-Milind
Performer Alka Yagnik
Writer Sameer

Lyrics

Hindi

बरसों के बाद आई मुझको याद एक बात
तेरे बिन नहीं गुज़रे रात
बरसों के बाद आई …

मेरे हुस्न की बेखुदी को हवा दी जल रहा बदन आग तूने लगा दी
मेरा वादा है दिलबर बेचैन कर दूंगी
बुझाऊंगी अगर साड़ी तुझे बाहों में भर लूंगी
बरसों के बाद आई …

आज तो सनम ऋतु बड़ी है सुहानी होश में अब कहां ये मेरी जवानी
घनी ज़ुल्फ़ों के साये में तुझे बिठाऊंगी
ज़रा रुक जा जल्दी से तेरे पास आऊंगी
बरसों के बाद आई …

शादी का लड्डू ऐसा जो खाए वो पछताए जो न खाए वो ललचाए
सुन मेरी बन्नो

बीवी कितनी भी खूबसूरत कुछ दिन ही पिया मन भाए
कर के न जाने कितने बहाने जा के शौहर का दिल बहलाए
यहां किस की हुई है शादी कहते हैं इसे बर्बादी
सोच के मेरा दिल खटाए जो शादी
सारा दिन फिरते मारे मारे न गुज़रती कुंवारों की रातें रे
ये बताएं तो किस को बताएं
दिल में होती हज़ारों ही बातें
इनका तो ये ही है कहना मुश्किल है कंवारा रहना रे
नींद अकेले न आए

English

barsoṅ ke bād āī mujhko yād ek bāt
tere bin nahīṅ guzre rāt
barsoṅ ke bād āī …

mere husn kī bekhudī ko havā dī jal rahā badan āg tūne lagā dī
merā vādā hai dilbar bechain kar dūṅgī
bujhāūṅgī agar sāṛī tujhe bāhoṅ meṅ bhar lūṅgī
barsoṅ ke bād āī …

āj to sanam ṝtu baṛī hai suhānī hośh meṅ ab kahāṅ ye merī javānī
ghanī zulfoṅ ke sāye meṅ tujhe biṭhāūṅgī
zarā ruk jā jaldī se tere pās āūṅgī
barsoṅ ke bād āī …

śhādī kā laḍḍū aisā jo khāe vo pachhtāe jo na khāe vo lalchāe
sun merī banno

bīvī kitnī bhī khūbsūrat kuchh din hī piyā man bhāe
kar ke na jāne kitne bahāne jā ke śhauhar kā dil bahlāe
yahāṅ kis kī huī hai śhādī kahte haiṅ ise barbādī
soch ke merā dil khaṭāe jo śhādī
sārā din phirte māre māre na guzartī kuṅvāroṅ kī rāteṅ re
ye batāeṅ to kis ko batāeṅ
dil meṅ hotī hazāroṅ hī bāteṅ
inkā to ye hī hai kahnā muśhkil hai kaṅvārā rahnā re
nīṅd akele na āe

Lyrics search