Title (Indic)दिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए WorkTahalka Year1992 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Anuradha Performer Babla Performer Kumar Sanu Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiदिल दीवाने का डोला दिलदार के लिए मैने रंगा बसन्ती चोला मेरे यार के लिए दिल दीवाने का डोला … ये प्यार भी है बीमारी मेरी लाज शर्म गई है मारी मुझे पगली कहे दुनिया सारी दिल दीवाने का डोला … ओ हो रब्बा कुछ करवा दे कोई ऐसा वतन बता दे मेरे यार से मुझे मिला दे मेरा अंग मन डोला मेरे यार के लिए दिल दीवाने का डोला … जो बीत गया है वो अब दौर न आएगा इस दिल में सिवा तेरे कोई और न आएगा तू साथ न दे मेरा चलना मुझे आता है हर आग से वाक़िफ़ हूँ जलना मुझे आता है ये जीवन का पुतला जल जाए भी तो क्या मरने के लिए ऐसा कोई दौर न आएगा जो बीत गया है वो अब दौर न आएगा हो हो हो थोड़े दिन की ज़िन्दगानी आती है जवानी कहीं उतर ना जाए पानी ये राज़ अमन ने खोला मेरे यार के लिए दिल दीवाने का डोला … Englishdil dīvāne kā ḍolā dildār ke lie maine raṅgā basantī cholā mere yār ke lie dil dīvāne kā ḍolā … ye pyār bhī hai bīmārī merī lāj śharm gaī hai mārī mujhe paglī kahe duniyā sārī dil dīvāne kā ḍolā … o ho rabbā kuchh karvā de koī aisā vatan batā de mere yār se mujhe milā de merā aṅg man ḍolā mere yār ke lie dil dīvāne kā ḍolā … jo bīt gayā hai vo ab daur na āegā is dil meṅ sivā tere koī aur na āegā tū sāth na de merā chalnā mujhe ātā hai har āg se vāqif hūṇ jalnā mujhe ātā hai ye jīvan kā putlā jal jāe bhī to kyā marne ke lie aisā koī daur na āegā jo bīt gayā hai vo ab daur na āegā ho ho ho thoṛe din kī zindgānī ātī hai javānī kahīṅ utar nā jāe pānī ye rāz aman ne kholā mere yār ke lie dil dīvāne kā ḍolā …