Title (Indic)सावनिया संझा में अम्बर झर आई WorkDrishti Year1990 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kishori Amonkar Performer Raghunandan Panshikar Writer Vasant Dev LyricsHindiसावनिया संझा में सावनिया संझा में अम्बर झर आई का चाल चलत कान, राधा भरमाई सावनिया संझा में लाग गई माथे में बूँदन की बिंदिया राधा के रोम-रोम जूही खिल आई सावनिया संझा में जला का है बेला जला का है बेला, या लपटों का मेला मोरे पंग परस तरक न ही संजाई सावनिया संझा में बाजत घन म्रिदंग, बाजत घन म्रिदंग बाजत घन म्रिदंग, गूँजत सब अंग अंग -2 राधा ने काया की बाँसुरी बजाई सावनिया संझा में अम्बर झर आई का चाल चलत कान, राधा भरमाई सावनिया संझा में Englishsāvniyā saṅjhā meṅ sāvniyā saṅjhā meṅ ambar jhar āī kā chāl chalat kān, rādhā bharmāī sāvniyā saṅjhā meṅ lāg gaī māthe meṅ būṇdan kī biṅdiyā rādhā ke rom-rom jūhī khil āī sāvniyā saṅjhā meṅ jalā kā hai belā jalā kā hai belā, yā lapṭoṅ kā melā more paṅg paras tarak na hī saṅjāī sāvniyā saṅjhā meṅ bājat ghan mridaṅg, bājat ghan mridaṅg bājat ghan mridaṅg, gūṇjat sab aṅg aṅg -2 rādhā ne kāyā kī bāṇsurī bajāī sāvniyā saṅjhā meṅ ambar jhar āī kā chāl chalat kān, rādhā bharmāī sāvniyā saṅjhā meṅ