You are here

Beqdar bekhabar bevafaa baalmaa ... naa main maaroongee

Title (Indic)
बेक़दर बेखबर बेवफ़ा बालमा ... ना मैं मारूंगी
Work
Year
Language
Credits
Role Artist
Music Laxmikant-Pyarelal
Performer Manhar Udhas
Anuradha Paudwal
Writer Anand Bakshi

Lyrics

Hindi

बेक़दर बेखबर बेवफ़ा बालमा
ना मैं मारूंगी ना मैं तुझको छोड़ूंगी
आहिस्ता आहिस्ता तड़पा तड़पा के ओ पत्थर दिल मैं तुझको तोड़ूंगी
बेक़दर बेखबर …

तेरे सामने मेरे दुश्मन देख बनूंगी आज मैं दुल्हन
पहनूंगी शादी का जोड़ा तेरी बर्बादी का जोड़ा
तेरे खून में रंग के मैं लाल चुनरिया ओढ़ूंगी
आहिस्ता आहिस्ता तड़पा …

तेरा कोई धर्म नहीं तेरा कोई ईमान नहीं
अच्छा साजन कैसे बनेगा जो अच्छा इन्सान नहीं
तेरे नाम से मैं अपना नाम कभी ना जोड़ूंगी
आहिस्ता आहिस्ता तड़पा …

एक तुझे देती हूँ मौक़ा जा मुझको फिर से दे जा धोखा
देखें लोग ये आँख मिचौली जब तक चलती है ये गोली
बनके तेरी मौत मैं तेरे पीछे दौड़ूंगी
आहिस्ता आहिस्ता तड़पा …

English

beqdar bekhabar bevafā bālmā
nā maiṅ mārūṅgī nā maiṅ tujhko chhoṛūṅgī
āhistā āhistā taṛpā taṛpā ke o patthar dil maiṅ tujhko toṛūṅgī
beqdar bekhabar …

tere sāmne mere duśhman dekh banūṅgī āj maiṅ dulhan
pahnūṅgī śhādī kā joṛā terī barbādī kā joṛā
tere khūn meṅ raṅg ke maiṅ lāl chunriyā oṛhūṅgī
āhistā āhistā taṛpā …

terā koī dharm nahīṅ terā koī īmān nahīṅ
achchhā sājan kaise banegā jo achchhā insān nahīṅ
tere nām se maiṅ apnā nām kabhī nā joṛūṅgī
āhistā āhistā taṛpā …

ek tujhe detī hūṇ mauqā jā mujhko phir se de jā dhokhā
dekheṅ log ye āṇkh michaulī jab tak chaltī hai ye golī
banke terī maut maiṅ tere pīchhe dauṛūṅgī
āhistā āhistā taṛpā …

Lyrics search