Title (Indic)तौबा कैसे हैं नादान घुँघरू पायल के WorkArpan Year1983 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiतौबा -2 तौबा कैसे हैं नादान घुँघरू पायल के इक दिन लेंगे मेरी जान घुँघरू पायल के शर्म के मारे लाल पड़ गया रंग मेरा बादामी छनक-छनक के गली-गली में करें मेरी बदनामी घुँघरू पायल के तौबा कैसे हैं … कैसे कोई भेद छुपाए घर का भेदी लंका ढाए दे-दे के मैं हारी सारी राम-रहीम की क़समें ऐसा लगता है ये निगोड़े नहीं किसी के बस में इक दिन लेंगे मेरी जान घुँघरू पायल के तौबा कैसे हैं … छुप के गली से कैसे गुज़रूँ छत से नीचे कैसे उतरूँ कभी-कभी मैं सोचूँ इनको फेकूँ अभी उतारूँ टोकने वाली उसी पड़ोसन के मुँह पर दे मारूँ भरते हैं लोगों के कान घुँघरू पायल के ओ तौबा कैसे हैं … छम-छम ये बज उठते हैं पग में काँटें चुभते हैं मीठा-मीठा दर्द निगोड़ा मेरा मेरे मन से निकले इन्हें निकालूँ पैरों से तो जान बदन से निकले मेरे दिल के हैं अरमान घुँघरू पायल के तौबा कैसे हैं … Englishtaubā -2 taubā kaise haiṅ nādān ghuṇghrū pāyal ke ik din leṅge merī jān ghuṇghrū pāyal ke śharm ke māre lāl paṛ gayā raṅg merā bādāmī chhanak-chhanak ke galī-galī meṅ kareṅ merī badnāmī ghuṇghrū pāyal ke taubā kaise haiṅ … kaise koī bhed chhupāe ghar kā bhedī laṅkā ḍhāe de-de ke maiṅ hārī sārī rām-rahīm kī qasmeṅ aisā lagtā hai ye nigoṛe nahīṅ kisī ke bas meṅ ik din leṅge merī jān ghuṇghrū pāyal ke taubā kaise haiṅ … chhup ke galī se kaise guzrūṇ chhat se nīche kaise utrūṇ kabhī-kabhī maiṅ sochūṇ inko phekūṇ abhī utārūṇ ṭokne vālī usī paṛosan ke muṇh par de mārūṇ bharte haiṅ logoṅ ke kān ghuṇghrū pāyal ke o taubā kaise haiṅ … chham-chham ye baj uṭhte haiṅ pag meṅ kāṇṭeṅ chubhte haiṅ mīṭhā-mīṭhā dard nigoṛā merā mere man se nikle inheṅ nikālūṇ pairoṅ se to jān badan se nikle mere dil ke haiṅ armān ghuṇghrū pāyal ke taubā kaise haiṅ …