Title (Indic)तू मेरा जानू है तू मेरा दिलबर है WorkHero Year1983 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Manhar Performer Anuradha Paudwal Writer Anand Bakshi LyricsHindiमेरा बालाम मेरा साजन मेरा साजन मेरा बालाम मेरा मजनू मेरा राँझा जानू! तू मेरा जानू है तू मेरा दिलबर है मेरी प्रेम कहानी का तू हीरो है पर प्रेम ग्रन्थ के पन्नों पर अपनी तक़दीर तो ज़ीरो है दिल वालों में न कोई अमीर होता है न गरीब होता है किसी किसी को ये प्यार नसीब होता है दिल की दुनिया से ये दुनिया दूर होती है दिल क़रीब होता है कोई कोई ऐसा खुशनसीब होता है तेरी बातें तू ही जाने मैं तो बस इतना जानूँ जानू! जानू! जानू! तू मेरा जानू है … प्रेमी के हाथों में प्रेम लकीर होती है, तहरीर होती है नहीं नहीं आँखों में तसवीर होती है प्यार जो करते हैं उनकी तक़दीर होती है, जागीर होती है कुछ भी हो लेकिन राँझे की ही हीर होती है ये सब किस्से हैं पुराने मैं तो बस इतना जानूँ कि प्रेम ग्रन्थ के पन्नों पर अपनी तक़दीर तो ज़ीरो है कि प्रेम ग्रन्थ के पन्नों पर तू मेरा हीरो है कितना पापी है तू मुझे प्यार करता है, इक़रार करता है याद तुझे पल में दिल सौ बार करता है देखें कौन जुदा हमको दिलदार करता है इंकार करता है प्यार कहाँ लोगों का इंतज़ार करता है तेरी बातें तू ही जाने मैं तो बस इतना जानूँ जानू जानू जानू जानू जानू जानू मैं तेरा जानूँ हूँ … Englishmerā bālām merā sājan merā sājan merā bālām merā majnū merā rāṇjhā jānū! tū merā jānū hai tū merā dilbar hai merī prem kahānī kā tū hīro hai par prem granth ke pannoṅ par apnī taqdīr to zīro hai dil vāloṅ meṅ na koī amīr hotā hai na garīb hotā hai kisī kisī ko ye pyār nasīb hotā hai dil kī duniyā se ye duniyā dūr hotī hai dil qarīb hotā hai koī koī aisā khuśhansīb hotā hai terī bāteṅ tū hī jāne maiṅ to bas itnā jānūṇ jānū! jānū! jānū! tū merā jānū hai … premī ke hāthoṅ meṅ prem lakīr hotī hai, tahrīr hotī hai nahīṅ nahīṅ āṇkhoṅ meṅ tasvīr hotī hai pyār jo karte haiṅ unkī taqdīr hotī hai, jāgīr hotī hai kuchh bhī ho lekin rāṇjhe kī hī hīr hotī hai ye sab kisse haiṅ purāne maiṅ to bas itnā jānūṇ ki prem granth ke pannoṅ par apnī taqdīr to zīro hai ki prem granth ke pannoṅ par tū merā hīro hai kitnā pāpī hai tū mujhe pyār kartā hai, iqrār kartā hai yād tujhe pal meṅ dil sau bār kartā hai dekheṅ kaun judā hamko dildār kartā hai iṅkār kartā hai pyār kahāṇ logoṅ kā iṅtazār kartā hai terī bāteṅ tū hī jāne maiṅ to bas itnā jānūṇ jānū jānū jānū jānū jānū jānū maiṅ terā jānūṇ hūṇ …