Title (Indic)सारी दुनिया का बोझ हम उठाते है WorkCoolie Year1983 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Shabbir Kumar Writer Anand Bakshi LyricsHindiसारी दुनिया का बोझ हम उठाते हैं उठते हैं, बोझ उठते हैं, सारी दुनिया … लोग आते हैं लोग जाते हैं हम यहाँ पे खड़े रह जाते हैं, सारी … चार का काम एक का दाम है ख़ून मत पीजिये और कुछ दीजिये एक रुपया है कम हमें ख़ुदा की क़सम बड़ी मेहनत से रोटी कमाते हैं, सारी … थोड़ा पानी पिया याद रब को किया भूख भी मिट गैइ प्यास भी बुझ गैइ काम हर हाल में नाम को साल में ईद की एक छुट्टी मनाते हैं, सारी … जीना मुश्किल तो है अपना भी दिल तो है दिल में अरमान हैं हम भी इन्सान हैं जब सताते है गप ऐश कर्ते हैं हम बीड़ी पीते हैं और पान खाते हैं सारी दुनिया का बोझ हम उठाते हैं Englishsārī duniyā kā bojh ham uṭhāte haiṅ uṭhte haiṅ, bojh uṭhte haiṅ, sārī duniyā … log āte haiṅ log jāte haiṅ ham yahāṇ pe khaṛe rah jāte haiṅ, sārī … chār kā kām ek kā dām hai khūn mat pījiye aur kuchh dījiye ek rupyā hai kam hameṅ khudā kī qasam baṛī mehnat se roṭī kamāte haiṅ, sārī … thoṛā pānī piyā yād rab ko kiyā bhūkh bhī miṭ gaii pyās bhī bujh gaii kām har hāl meṅ nām ko sāl meṅ īd kī ek chhuṭṭī manāte haiṅ, sārī … jīnā muśhkil to hai apnā bhī dil to hai dil meṅ armān haiṅ ham bhī insān haiṅ jab satāte hai gap aiśh karte haiṅ ham bīṛī pīte haiṅ aur pān khāte haiṅ sārī duniyā kā bojh ham uṭhāte haiṅ