Title (Indic)ज़िंदगी ज़िंदगी मेरे घर आना, आना ज़िंदगी WorkDooriyaan Year1979 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jaidev Performer Anuradha Paudwal Performer Bhupendra Singh Writer Sudarshan Faakir LyricsHindiभू: ज़िंदगी ज़िंदगी मेरे घर आना - आना ज़िंदगी ज़िंदगी मेरे घर आना - आना ज़िंदगी अ: ज़िंदगी ओ ज़िंदगी मेरे घर आना - आना मेरे घर आना अ/भू: ज़िंदगी ज़िंदगी मेरे घर आना - आना ज़िंदगी भू: मेरे घर का सीधा सा इतना पता है ये घर जो है चारों तरफ़ से खुला है न दस्तक ज़रूरी, ना आवाज़ देना मेरे घर का दरवाज़ा कोई नहीं है हैं दीवारें गुम और छत भी नहीं है बड़ी धूप है दोस्त खड़ी धूप है दोस्त तेरे आंचल का साया चुरा के जीना है जीना जीना ज़िंदगी, ज़िंदगी अ: ओ ज़िंदगी मेरे घर आना अ/भू: आना ज़िंदगी - ज़िंदगी मेरे घर आना अ: मेरे घर का सीधा सा इतना पता है मेरे घर के आगे मुहब्बत लिखा है न दस्तक ज़रूरी, न आवाज़ देना मैं सांसों की रफ़्तार से जान लूंगी हवाओं की खुशबू से पहचान लूंगी तेरा फूल हूँ दोस्त तेरी भूल हूँ दोस्त तेरे हाथों में चेहरा छुपा के जीना है जीना जीना ज़िंदगी, ज़िंदगी भू: ओ ज़िंदगी मेरे घर आना अ/भू: आना ज़िंदगी - ज़िंदगी मेरे घर आना भू: मगर अब जो आना तो दीरे से आना ज़माने की शहज़ादी सोई हुई है ये परियों के सपनों में खोई हुई है बहुत ख़ूब है ये, तेरा रूप है ये तेरे आँचल में तेरे दामन में तेरे आँखों में तेरी पल्कों में तेरे कदमों इसको बिठाके जीना है, जीना है जीना ज़िंदगी, ज़िंदगी अ: ओ ज़िंदगी मेरे घर आना अ/भू: आना ज़िंदगी - ज़िंदगी मेरे घर आना Englishbhū: ziṅdgī ziṅdgī mere ghar ānā - ānā ziṅdgī ziṅdgī mere ghar ānā - ānā ziṅdgī a: ziṅdgī o ziṅdgī mere ghar ānā - ānā mere ghar ānā a/bhū: ziṅdgī ziṅdgī mere ghar ānā - ānā ziṅdgī bhū: mere ghar kā sīdhā sā itnā patā hai ye ghar jo hai chāroṅ taraf se khulā hai na dastak zarūrī, nā āvāz denā mere ghar kā darvāzā koī nahīṅ hai haiṅ dīvāreṅ gum aur chhat bhī nahīṅ hai baṛī dhūp hai dost khaṛī dhūp hai dost tere āṅchal kā sāyā churā ke jīnā hai jīnā jīnā ziṅdgī, ziṅdgī a: o ziṅdgī mere ghar ānā a/bhū: ānā ziṅdgī - ziṅdgī mere ghar ānā a: mere ghar kā sīdhā sā itnā patā hai mere ghar ke āge muhabbat likhā hai na dastak zarūrī, na āvāz denā maiṅ sāṅsoṅ kī raftār se jān lūṅgī havāoṅ kī khuśhbū se pahchān lūṅgī terā phūl hūṇ dost terī bhūl hūṇ dost tere hāthoṅ meṅ chehrā chhupā ke jīnā hai jīnā jīnā ziṅdgī, ziṅdgī bhū: o ziṅdgī mere ghar ānā a/bhū: ānā ziṅdgī - ziṅdgī mere ghar ānā bhū: magar ab jo ānā to dīre se ānā zamāne kī śhahazādī soī huī hai ye pariyoṅ ke sapnoṅ meṅ khoī huī hai bahut khūb hai ye, terā rūp hai ye tere āṇchal meṅ tere dāman meṅ tere āṇkhoṅ meṅ terī palkoṅ meṅ tere kadmoṅ isko biṭhāke jīnā hai, jīnā hai jīnā ziṅdgī, ziṅdgī a: o ziṅdgī mere ghar ānā a/bhū: ānā ziṅdgī - ziṅdgī mere ghar ānā