Title (Indic)अपनी नज़रों से बहुत दूर ... ना अपना था जो कल् WorkJeevan Rekha Year1974 LanguageHindi Credits Role Artist Music J Jagdish Performer Mukesh Writer Dev Kohli LyricsHindiअपनी नज़रों से बहुत दूर छुपा दूँ खुद को जी में आता है कि कहीं रख के भुला दूँ खुद को ना अपना था जो कल गुज़रा जो अब है वो है ग़ैरों का नहीं उम्मीद अब कोई कल हमारा भी क्या होगा -2 बड़ी रानाइयाँ होंगी जहाँ में हम नहीं होंगे हमारे एक न होने से फ़साने कम नहीं होंगे हमारा आज चर्चा है तो कल औरों का फिर होगा ना अपना था … उजड़ने को है फिर महफ़िल नई आबाद कर लेना नई बुनियाद जब रखो हमें भी याद कर लेना दुखाना दिल को न हरगिज़ दुखाकर दिल को क्या होगा ना अपना था … Englishapnī nazroṅ se bahut dūr chhupā dūṇ khud ko jī meṅ ātā hai ki kahīṅ rakh ke bhulā dūṇ khud ko nā apnā thā jo kal guzrā jo ab hai vo hai ġhairoṅ kā nahīṅ ummīd ab koī kal hamārā bhī kyā hogā -2 baṛī rānāiyāṇ hoṅgī jahāṇ meṅ ham nahīṅ hoṅge hamāre ek na hone se fasāne kam nahīṅ hoṅge hamārā āj charchā hai to kal auroṅ kā phir hogā nā apnā thā … ujaṛne ko hai phir mahafil naī ābād kar lenā naī buniyād jab rakho hameṅ bhī yād kar lenā dukhānā dil ko na hargiz dukhākar dil ko kyā hogā nā apnā thā …