(tū jahāṇ mile mijhe
vahīṅ mere donoṅ jahāṇ
donoṅ jahāṇ vahīṅ mere
mile mujhe tū jahāṇ
tu hai to sab hai yahāṇ re) - 2
tū jahāṇ …
(hotā nahīṅ ye
magar ho jāye aisā
agar tū hī nazar āye tū
jab bhi uṭhe ye nazar) - 2
ho tu hai to sab hai yahāṇ re
tū jahāṇ …
(palkoṅ kī chhāṇv tale
kahte haiṅ ye log
bhale jab koī hotā nahīṅ
āo mil jāeṇ gale) - 2
ho tu hai to sab hai yahāṇ re
tū jahāṇ …
(tere pāṇv ke
niśhāṇ kho gayeṅ haiṅ
kahāṇ sūnī ho gayī hai nazar
ġhum haiṅ donoṅ jahāṇ) - 2
ho tu thā to sab thā yahāṇ re
tū jahāṇ …