Title (Indic)ओ तेरे नैनों के मैं दीप जलाऊँगा WorkAnuraag Year1972 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sachin Dev Burman Performer Lata Mangeshkar Performer Mohammad Rafi Writer Anand Bakshi LyricsHindiर: ओ तेरे नैनों के मैं दीप जलाऊँगा अपनी आँखों से दुनिया दिखलाऊँगा तेरे नैनों के … ल: अच्छा वो क्या है र: एक मन्दिर है ल: उस मन्दिर में र: एक मूरत है ल: ये मूरत कैसी होती है र: तेरी सूरत जैसी होती है ल: वो क्या है मैं क्या जानूँ छाँव है क्या और धूप है क्या रंग-बिरंगी इस दुनिया का रूप है क्या वो क्या है र: एक पर्वत है ल: उस पर्वत पे र: एक बादल है ल: ये बादल कैसा होता है र: तेरे आँचल जैसा होता है ल: वो क्या है र: मस्त हवा ने घूँघट खोला कलियों का झूम के मौसम आया है रंग-रलियों का ल: वो क्या है र: एक बगिया है ल: उस बगिया में र: कई भँवरे है ल: भँवरे क्या रोगी होते हैं र: नहीं दिल के रोगी होते हैं ल: ऐसी भी अन्जान नहीं मैं अब सजना बिन देखे मुझको दिखता है सब सजना र: अच्छा तो वो क्या है ल: वो सागर है र: उस सागर में ल: इक नैया है र: अरे तूने कैसे जान लिया ल: मन की आँखों से नाम लिया वो क्या है Englishra: o tere nainoṅ ke maiṅ dīp jalāūṇgā apnī āṇkhoṅ se duniyā dikhlāūṇgā tere nainoṅ ke … la: achchhā vo kyā hai ra: ek mandir hai la: us mandir meṅ ra: ek mūrat hai la: ye mūrat kaisī hotī hai ra: terī sūrat jaisī hotī hai la: vo kyā hai maiṅ kyā jānūṇ chhāṇv hai kyā aur dhūp hai kyā raṅg-biraṅgī is duniyā kā rūp hai kyā vo kyā hai ra: ek parvat hai la: us parvat pe ra: ek bādal hai la: ye bādal kaisā hotā hai ra: tere āṇchal jaisā hotā hai la: vo kyā hai ra: mast havā ne ghūṇghaṭ kholā kaliyoṅ kā jhūm ke mausam āyā hai raṅg-raliyoṅ kā la: vo kyā hai ra: ek bagiyā hai la: us bagiyā meṅ ra: kaī bhṇvre hai la: bhṇvre kyā rogī hote haiṅ ra: nahīṅ dil ke rogī hote haiṅ la: aisī bhī anjān nahīṅ maiṅ ab sajnā bin dekhe mujhko dikhtā hai sab sajnā ra: achchhā to vo kyā hai la: vo sāgar hai ra: us sāgar meṅ la: ik naiyā hai ra: are tūne kaise jān liyā la: man kī āṇkhoṅ se nām liyā vo kyā hai