Title (Indic)मेरी बगिया की कली तू सदा ही खिलना WorkDo Raha Year1971 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sapan-Jagmohan Performer Asha Bhosle Writer Indivar LyricsHindiमेरी बगिया की कली तू सदा ही खिलना जिन राहों पे मैं चली तू उनपे न चलना तेरा ना हो मेरे जैसा हाल मेरी बगिया की कली … सब कुछ किया निसार तुझे तब मैने पाया तुझ पे न पड़ने पाए कभी काँटों की छाया सुख की निंदिया सोना पड़े ना मुझ सा रोना मेरी बगिया की कली … तेरा कोई सपना संसार न तोड़े बीच राह में कोई तेरा साथ न छोड़े तेरे मन की पाती समझे तेरा साथी मेरी बगिया की कली … इतना क्यों ये दुनिया धन के पीछे भागे कुछ भी नहीं धन प्यार भरे इक मन के आगे लाज है ऐसा गहना फिर से न जाए पहना मेरी बगिया की कली … Englishmerī bagiyā kī kalī tū sadā hī khilnā jin rāhoṅ pe maiṅ chalī tū unpe na chalnā terā nā ho mere jaisā hāl merī bagiyā kī kalī … sab kuchh kiyā nisār tujhe tab maine pāyā tujh pe na paṛne pāe kabhī kāṇṭoṅ kī chhāyā sukh kī niṅdiyā sonā paṛe nā mujh sā ronā merī bagiyā kī kalī … terā koī sapnā saṅsār na toṛe bīch rāh meṅ koī terā sāth na chhoṛe tere man kī pātī samjhe terā sāthī merī bagiyā kī kalī … itnā kyoṅ ye duniyā dhan ke pīchhe bhāge kuchh bhī nahīṅ dhan pyār bhare ik man ke āge lāj hai aisā gahnā phir se na jāe pahnā merī bagiyā kī kalī …