Title (Indic)जाने कितने दुख सह कर ... देखी तेरी दुनिया अरे WorkFarishta Year1968 LanguageHindi Credits Role Artist Music Duttaram Performer Mukesh Writer Asad Bhopali LyricsHindiजाने कितने दुख सह कर पत्थर हीरा बनता है बरसों की क़ुर्बानी से इन्सान फ़रिश्ता बनता है देखी तेरी दुनिया अरे देखे तेरे काम किसी घर में सुबह किसी घर में शाम देखी तेरी दुनिया … ये दुनिया है मीत ख़ुशी की दुख में शामिल कोई नहीं सब हैं घायल करने वाले इनमें घायल कोई नहीं जो औरों के दर्द में तड़पे क्या ऐसा दिल कोई नहीं है -2 देखी तेरी दुनिया … इक आँगन में उजली किरनें इक आँगन में है अँधियारा इक दामन में महकी कलियाँ इक दामन में है अंगारा अपना सुख जो सबको बाँटे दर-दर भटके वो दुखियारा -2 देखी तेरी दुनिया … सीधा रस्ता चलने वाला हर मंज़िल पे ठोकर खाए सच को दुनिया धोखा समझे झूठ के आगे सर को झुकाए सबका हमदम सबका साथी इस दुनिया में कुछ ना पाए -2 देखी तेरी दुनिया … दोरंगी चाल समय की दुख में ठहरे सुख में भागे चाहे दुख हो चाहे सुख हो दिल है वही जो निस-दिन जागे जो करता है जग में ऐसा वो आता है उसके आगे देखी तेरी दुनिया … Englishjāne kitne dukh sah kar patthar hīrā bantā hai barsoṅ kī qurbānī se insān fariśhtā bantā hai dekhī terī duniyā are dekhe tere kām kisī ghar meṅ subah kisī ghar meṅ śhām dekhī terī duniyā … ye duniyā hai mīt khuśhī kī dukh meṅ śhāmil koī nahīṅ sab haiṅ ghāyal karne vāle inmeṅ ghāyal koī nahīṅ jo auroṅ ke dard meṅ taṛpe kyā aisā dil koī nahīṅ hai -2 dekhī terī duniyā … ik āṇgan meṅ ujlī kirneṅ ik āṇgan meṅ hai aṇdhiyārā ik dāman meṅ mahkī kaliyāṇ ik dāman meṅ hai aṅgārā apnā sukh jo sabko bāṇṭe dar-dar bhaṭke vo dukhiyārā -2 dekhī terī duniyā … sīdhā rastā chalne vālā har maṅzil pe ṭhokar khāe sach ko duniyā dhokhā samjhe jhūṭh ke āge sar ko jhukāe sabkā hamdam sabkā sāthī is duniyā meṅ kuchh nā pāe -2 dekhī terī duniyā … doraṅgī chāl samay kī dukh meṅ ṭhahre sukh meṅ bhāge chāhe dukh ho chāhe sukh ho dil hai vahī jo nis-din jāge jo kartā hai jag meṅ aisā vo ātā hai uske āge dekhī terī duniyā …