यह फूलों का गजरा यह मेरा सिंगार्
यह फूलों का गजरा यह मेरा सिंगार
कोई ले के आया है सपने हज़ार
ये गजरों के फूलों में क्या मिल गया
ज़मीं झूम उठी आसमां हिल गया
हवाओं में उड़ने लगे आज हम
कि उनकी नज़र में भी देखा है प्यार
हो कोई ले के आया है …
उन आँखों ने भी कुछ कही दास्ताँ
मुस्कराने लगा आज सारा जहाँ
साँस लेने में बजती हैं शहनाइयाँ
आ गई ज़िन्दगी में अनोखी बहार
हो कोई ले के आया है …
मेरी आँखों ने देखा था सपना कोई
बन गया मुहब्बत में अपना कोईइ
दो क़दम अब तो चलना भी मुश्किल हुआ
बात वो हो गई जिसका था इन्तज़ार
यह फूलों का गजरा …
yah phūloṅ kā gajrā yah merā siṅgār
koī le ke āyā hai sapne hazār
ye gajroṅ ke phūloṅ meṅ kyā mil gayā
zamīṅ jhūm uṭhī āsmāṅ hil gayā
havāoṅ meṅ uṛne lage āj ham
ki unkī nazar meṅ bhī dekhā hai pyār
ho koī le ke āyā hai …
un āṇkhoṅ ne bhī kuchh kahī dāstāṇ
muskrāne lagā āj sārā jahāṇ
sāṇs lene meṅ bajtī haiṅ śhahnāiyāṇ
ā gaī zindgī meṅ anokhī bahār
ho koī le ke āyā hai …
merī āṇkhoṅ ne dekhā thā sapnā koī
ban gayā muhabbat meṅ apnā koīi
do qadam ab to chalnā bhī muśhkil huā
bāt vo ho gaī jiskā thā intazār
yah phūloṅ kā gajrā …