You are here

Jhooth kaa deepak kabhee na jaltaa ... saanch ko aanch naheen

Title (Indic)
झूठ का दीपक कभी न जलता ... साँच को आँच नहीं
Work
Year
Language
Credits
Role Artist
Music Chitra Gupta
Performer Mohammad Rafi
Writer Prem Dhawan

Lyrics

Hindi

झूठ का दीपक कभी न जलता सच की ज्योत अमर है
तेरे मन में खोट नहीं तो तुझको किसका डर है

साँच को आँच नहीं प्यारे फिर हिम्मत क्‌यों हारे
सदा सच बोल अरे इनसान कि सच को ही कहते हैं भगवान
साँच को आँच …

पर्वत को ना हटते देखा दरिया को ना रुकते
जो सच्चे हैं उनको हमने कभी ना देखा झुकते
तू भी सच का रख ले मान कि सच को ही कहते हैं भगवान
साँच को आँच …

वो ही सुख पाते हैं जग में आए जिन्हें दुख सहना
सीख ले तू फूलों से काँटों में भी हँसते रहना
सच्चा रस्ता तू पहचान कि सच को ही कहते हैं भगवान
साँच को आँच …

रात हो कितनी लम्बी फिर भी सूरज तो आएगा
आखिर जीत तो होगी सच की झूठ न फल पाएगा
कह गए बात ये लोग महान कि सच को ही कहते हैं भगवान
साँच को आँच …

English

jhūṭh kā dīpak kabhī na jaltā sach kī jyot amar hai
tere man meṅ khoṭ nahīṅ to tujhko kiskā ḍar hai

sāṇch ko āṇch nahīṅ pyāre phir himmat k‌yoṅ hāre
sadā sach bol are insān ki sach ko hī kahte haiṅ bhagvān
sāṇch ko āṇch …

parvat ko nā haṭte dekhā dariyā ko nā rukte
jo sachche haiṅ unko hamne kabhī nā dekhā jhukte
tū bhī sach kā rakh le mān ki sach ko hī kahte haiṅ bhagvān
sāṇch ko āṇch …

vo hī sukh pāte haiṅ jag meṅ āe jinheṅ dukh sahnā
sīkh le tū phūloṅ se kāṇṭoṅ meṅ bhī hṇste rahnā
sachchā rastā tū pahchān ki sach ko hī kahte haiṅ bhagvān
sāṇch ko āṇch …

rāt ho kitnī lambī phir bhī sūraj to āegā
ākhir jīt to hogī sach kī jhūṭh na phal pāegā
kah gae bāt ye log mahān ki sach ko hī kahte haiṅ bhagvān
sāṇch ko āṇch …

Lyrics search